Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, October 7, 2012

Hadith: Allah jab kisi Qaum par Azab nazil karta hai to wo azab un sab (burey aur achchey) logon par aata hai


Bismillah hir-Rahman nir-Rahim 


Hadith: Allah jab kisi Qaum par Azab nazil karta hai to wo azab un sab (burey aur achchey) logon par aata  hai


Aur tum un fitno se bachtey raho jo tum mein se khas Zalimon par hi nahi parhega aur jaan lo ki beshaq Allah subhanhu sakht azab karney wala hai
Al-Anfal, Chapter #8, Verse #25


Hadith: Abdullah bin Umar Radi Allahu Anhuma se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam  ne farmaya Allah jab kisi Qaum par Azab nazil karta hai to wo azab un sab (burey aur achchey) logon par aata  hai jo us Qaum mein hotey hain phir unhey unkey Aamal ke mutabiq utahaya jayega

Sahih Bukhari, Vol8, 7108
---------------------------------------------------------------------------------------------------------------


Narrated Ibn 'Umar Radi Allahu Anhu  Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said, "If Allah sends punishment upon a nation then it befalls upon the whole population indiscriminately and then they will be resurrected (and judged) according to their deeds. 

Sahih Bukhari, Volume 9, Book 88, Number 224


And fear the Fitnah (affliction and trial) which affects not in particular (only) those of you who do wrong (but it may afflict all the good and the bad people), and know that Allah is Severe in punishment.

Al-Anfal, Chapter #8, Verse #25
---------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Dua:
اللهم لا تجعل مصيبتنا في ديننا، ولا تجعل الدنيا أكبر همنا، ولا مبلغ علمنا، ولا تسلط علينا من لا يرحمنا
O Allah do not impose upon us one who has no mercy for us.
Ya Allah aisey ( insaan ya farishtey) ko hum par musallat na farma jo hamarey haal par raham na karey.

No comments:

Post a Comment