Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Saturday, September 19, 2020

❗ Only-Quran-Hadith Quiz-1225 ❗

 


❗ Only-Quran-Hadith Quiz-1225 ❗


*Sawal 1 : Wo kaunsa Azkar hai jisko Salat ul Khalaiq kaha jata hai ?*


*Sawal 2 : Wo kaunsa Azkar hai jisko Salatu Kulli Shayeen kaha gaya hai ?*


A. SubhanAllah

B. Alhamdulillah

C. La ilaha illAllah

D. Alhamdulillahi Rabbil Aalameen

E. SubhanAllahi wa bihamdihi

F. SubhanAllah walhamdulillah wa lailaha illah wallahu Akbar

G. inmein se koi nahi

H. Rabbi Zidni ilma

(Eh Mere RABB mere ilm mein barkat de)


❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1225* ❗

*Quiz 1 : Which Azkar is  Salat ul Khalaiq (The Prayer of Creations)?*


*Quiz 2 : Which Azkar is  Salatu Kulli Shayeen (The Prayer of Everything)?*


A. SubhanAllah

B. Alhamdulillah

C. La ilaha illAllah

D. Alhamdulillahi Rabbil Aalameen

E. SubhanAllahi wa bihamdihi

F. SubhanAllah walhamdulillah wa lailaha illah wallahu Akbar

G. None of the above

H. Rabbi Zidni ilma

(Oh My Lord increase my Knowledge)


*💐✅ Sahih Jawab :AE💐✅*

-----

Hazrat Ibn Umar Radi Allahu Anhu se riwayat hai SubhanAllah Salatul Khalaeeq (صَلَاةُ الْخَلَائِقِ) hai yani makhluq ki ibadat hai,  Alhamdulillah kalma shukar hai Laa illaha IllAllah  kalma e ikhlas hai aur Allah hu Akbar  zameen aur asman ke khala ko bhar deta hai aur jab banda ( La Hawla wa La Quwwata illa billah) padhta hai to Allah subhanahu farmata hai usne itaat ikhtiyar ki aur apne aap ko mere supurd kar diya 

Mishkat ul Masabeeh- 2322-Sahih

----

وَعَن ابْن عمر أَنَّهُ قَالَ: سُبْحَانَ اللَّهِ هِيَ صَلَاةُ الْخَلَائِقِ وَالْحَمْدُ لِلَّهِ كَلِمَةُ الشُّكْرِ وَلَا إِلَهَ إِلَّا اللَّهُ كَلِمَةُ الْإِخْلَاصِ وَاللَّهُ أَكْبَرُ تَمْلَأُ مَا بَيْنَ السَّمَاءِ وَالْأَرْضِ وَإِذَا قَالَ الْعَبْدُ: لَا حَوْلَ وَلَا قُوَّةَ إِلَّا بِاللَّهِ قَالَ اللَّهُ تَعَالَى: أسلم عَبدِي واستَسلَم 

----

Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Allah ke Nabee Nooh Alahih Salam ki wafat Ka waqt Aaya to unhone apne bete se kaha main tumhein waseeyat karta hu, main tumehin do baaton Ka hukm deta hu aur do baaton se mana karta Hu, Mein tumehin La ilaha illAllah Ka hukum deta hu kyuki agar saaton (7) aasman aur zameen ek palde main rakhein jaye aur La ilaha illAllah dusre palde mein to La ilaha illAllah Ka palda bhari ho jayega aur agar saaton zameen aur saaton aasman ek mazbut daayra ban Jaye to La ilaha illAllah inhe bhi tod dega aur mein tumhein Subhan Allahi Wa bihamdihi Ka hukm deta hu kyuki ye Salatu Kulli Shayeen (صَلَاةُ كُلِّ شَيْءٍ) hai yani har makhluq ki dua hai aur esse ke zariye sabko rizq diya jata hai aur mein tumhein shirk aur takabbur se mana karta hu

Al-Silsila-As-Sahiha 3130


*💐✅ Answer :AE💐✅*

-----

Narrated by Ibn Umar Radi Allahu Anhu that  SubhanAllah is the Salatul Khalaeeq (صَلَاةُ الْخَلَائِقِ) it means its a worship of creations, and saying Alhamdulillah is the word of thanks and  Laa illaha IllAllah is the word of sincerity and Allahu Akabr fill the gap between earth and the heaven and when a slave says La Hawla wa La Quwwata illa billah then Allah Subhanahu says he has  taken obedience and submit himself to me

Mishkat ul Masabeeh- 2322-Sahih

----

وَعَن ابْن عمر أَنَّهُ قَالَ: سُبْحَانَ اللَّهِ هِيَ صَلَاةُ الْخَلَائِقِ وَالْحَمْدُ لِلَّهِ كَلِمَةُ الشُّكْرِ وَلَا إِلَهَ إِلَّا اللَّهُ كَلِمَةُ الْإِخْلَاصِ وَاللَّهُ أَكْبَرُ تَمْلَأُ مَا بَيْنَ السَّمَاءِ وَالْأَرْضِ وَإِذَا قَالَ الْعَبْدُ: لَا حَوْلَ وَلَا قُوَّةَ إِلَّا بِاللَّهِ قَالَ اللَّهُ تَعَالَى: أسلم عَبدِي واستَسلَم 

----

✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam  said When death was approaching the Prophet Nooh Alaihi salam, he said to his son: I will narrate to you my bequest; I command you with two things and prohibit you from two things. I command you with La ilaha illAllah (‘There is none worthy of worship in truth except Allaah) if the seven heavens and the seven earths were placed upon a scale and  La ilaha illAllah was placed on the other, then  La ilaha illAllah would be heavier.If the seven heavens and the seven earths were a closed off circle then  La ilaha illAllah would be able to break it.The second thing I command you with is Subhana Allaahi wa bihamdihi because it is a Salatu Kulli Shayeen (صَلَاةُ كُلِّ شَيْءٍ) supplication for everything, and by it the creation is given its provision , And I prohibit you from shirk and pride.

Al Silsila As Sahiha, 3130

No comments:

Post a Comment