Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, September 7, 2020

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1215*❗

 ❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1215*❗


✦ *Ek baar Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ghabra kar apne ghar gaye aur farmaye mujhe kapda odha do to unko kapda odha diya gaya*

*Sawal 1 :  Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne kya dekha ths jiski wajah se wo ghabra gaye they ?*

A. JIbril Alaihi salam ko
B. Meekaeel Alaihi salam ko
C. Isaraeel Alaihi salam ko
D. Malik Al Maut ko
E. Qabr ke Azab ko
F. Allah ke Noor ko
G. inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Mere RABB mere ilm mein barkat de)

*Sawal 2 : Uske foran baad kaunsi Surah ki aayatein nazil huyee ?*

A. Surah Al-A'laa
B. Surah Muzzammil
C. Surah Fatiha
D. Surah Al-Kawthar
E. Surah Al Falaq 
F. Surah An-Nas
G. inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Mere RABB mere ilm mein barkat de)





❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1215*❗

✦ *Once Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam came home and he was much afraid and said Fold me up in garments*

*Sawal 1 :  What Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam saw that day and he become afraid ?*

A. JIbril Alaihi salam 
B. Meekaeel Alaihi salam 
C. Isaraeel Alaihi salam 
D. Angel of death
E. Punishment of grave
F. The light of Allah
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh My Lord increase my Knowledge)


*Sawal 2 : After that the verse of which Surah revealed ?*

A. Surah Al-A'laa
B. Surah Muzzammil
C. Surah Fatiha
D. Surah Al-Kawthar
E. Surah Al Falaq 
F. Surah An-Nas
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh My Lord increase my Knowledge)



*💐✅Sahih Jawab : AG💐✅*
-----
Jabir bin Abdullah Radi alahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alalahi wasallam aasman se wahi ke silsila ruk jane ka haal bayan farma rahe they ki main chal raha tha ki maine aasman ki taraf se aawaz suni maine apna sir upar uthaya to wahi farishta nazar aaya jo gaar e hira mein aaya tha (Yani JIbril Alaihi salam) , wo aasman aur zameen ke darmiyan kursi par baitha hua tha main uske daar se ghabra gaya aur ghar wapas aa gaya aur  kaha mujhe kapda odha do , mujhe kapda oda do , unhone mujhe kapda oda diya , phir Allah subhanahu ne ye aayat nazil farmayee Ya Ayyuhal Muddassir...se wa arrujza fahjur , ye surah namaz farz kiye jaane se pahle nazil huyee thi , Rujz  ka matlab boot.
Sahih Bukhari, Jild 6, 4925

*💐✅ Answer : AG💐✅*
-----
Narrated Jabir bin Abdullah Radi allahu anhu I heard the Prophet Sal-Allahu Alaihi wasallam describing the period of pause of the Divine Inspiration. He said in his talk, "While I was walking, I heard voices from the sky. I looked up, and behold! I saw the same Angel who came to me in the cave of Hira' ( Jibril Alaii salam) sitting on a chair between the sky and the earth. I was too much afraid of him (so I returned to my house) and said , 'Fold me up in garments!' They wrapped me up. Then Allah revealed: 'Ya Ayyuhal-Muddaththir (O you wrapped)...and desert the idols, before the prayer became compulsory.' Rujz means idols
Sahih Bukhari, Book 60, 447

No comments:

Post a Comment