Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, September 16, 2020

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1223* ❗

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1223* ❗

*Jawab ek se zyada hai*

*Sawal : Wo kya hai jiske liye Hadith mein hai ki ye ek dusre se us waqt tak alag nahi hongi jab tak ye hauz e kauther par na jaye ?*

A. Quran
B. Hadith
C. Silarahmi
D. Ahl-e-Bait
E. La ilaha illAllah
F. Deen
G. Amanat
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Mere RABB mere ilm mein barkat de)



❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1223* ❗

*Answer are more than one*

*Sawal : What are those , which will never be sperated untill they reach to the Lake fount Al kauther ?*

A. Quran
B. Hadith
C. Good relation with relatives (Silarahmi)
D. Ahl-e-Bait (The people of the House)
E. La ilaha illAllah
F. Religiona
G. The trust (Al-Amanah)
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh My Lord increase my Knowledge)


*💐✅ Sahih Jawab :AD💐✅*
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya main tum mein do bahut qeemti cheezein chorh kar jaa raha hu unmein se ek dusri se badi hai Allah subhanahu ki kitab ek rassi hai jisko asman se zameen ki taraf latkaya gaya hai aur meri nasal mere Ahle bait hain aur ye dono cheezein juda nahi hogi yaha tak ke dono mere hauz par aajye 
Musnad Ahmed - 323


*💐✅ Answer :AD💐✅*
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said I am leaving among you that which, if you hold fast to it, you will never go astray after I am gone, and one of the two is greater than the other: the Book of Allah, which is a rope extended from heaven to earth, and my family, the people of my household (ahl bayti). These two will never be separated until they come to me at the Cistern ( Lake fount Al kauther) 
Musnad Ahmed - 323


No comments:

Post a Comment