Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Saturday, September 12, 2020

❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1220*❗

❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1220*❗

*Jawab ek se zyada hai*

*Sawal : Wo kaun kaun se Sahaba they jinke liye zameen tang ho gayee thi aur wo samajh gaye they ki Ab Allah se bhag kar kahi nahi ja sakte ?*

A. Abu Zandal 
B. Zarar bin Al-Azwar
C. Kab bin Malik
D. Murarah ibn Ar-Rabi
E. Suraqa bin Malik
F. Abu Sufyan
G.Hilal ibn Umayyah
(Radi Allahu Anhuma)
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Mere RABB mere ilm mein barkat de)


*Sawal 2 : is baat ka zikr Quran ki kaunsi surah mein hua hai ?*

A. Surah Aaraf
B. Surah Tawba
C. Surah Maeda
D. Surah Ahzab
E. Surah Anfal
F. Surah Furqan
G. inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Mere RABB mere ilm mein barkat de)



❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1220*❗

*Answers are more than one*

*Quiz 1 : For whom  the earth closed in on them in spite of its vastness and they came to know that there is no refuge from Allah except in Him ?*

A. Abu Zandal 
B. Zarar bin Al-Azwar
C. Kab bin Malik
D. Murarah ibn Ar-Rabi
E. Suraqa bin Malik
F. Abu Sufyan
G.Hilal ibn Umayyah
(Radi Allahu Anhuma)
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh Allah increase my knowledge)

*Quiz 2 : These incident has been mentioned in which Surah of Quran ?*

A. Surah Aaraf
B. Surah Tawba
C. Surah Maeda
D. Surah Ahzab
E. Surah Anfal
F. Surah Furqan
G. None of the above 
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh Allah increase my knowledge)

*💐✅ Sahih Jawab : CDG / B 💐✅* ----- Al Quran : Aur un teeno per bhi jinka muamla multawi  kiya gaya yahan tak ki jab unper zameen bawajud kushadah hone ke tang ho gayee aur unki jaane bhi unper tang ho gayee aur unhone samajh liya ki Allah se siwa ab aur koi panah nahi,  siwa uski taraf aane ke,  phir wo apni rehmat se unper mutawajjah hua taaki woh tauba kare beshak Allah Tauba qubool karne wala meherbaan hai Surah At Tawba 9:118 Wo teen Sahabi jinka Zikr Quran ki is aayat mein hua wo Kab bin Malik, Murarah ibn Ar-Rabi aur Hilal ibn Umayyah Radi Allahu Anhuma they Sahih Al-Bukhari 4418 (Part)* *💐✅ Answer : CDG / B💐✅* ----- Al Quran : And [He also forgave] the three who were left behind [and regretted their error] to the point that the earth closed in on them in spite of its vastness and their souls confined them and they were certain that there is no refuge from Allah except in Him. Then He turned to them so they could repent. Indeed, Allah is the Accepting of repentance, the Merciful. Surah At Tawba 9:118 That Three sahab which has been mentioned in above verse are Kab bin Malik, Murarah ibn Ar-Rabi aur Hilal ibn Umayyah Radi Allahu Anhuma Sahih Al-Bukhari 4418  (Part)

No comments:

Post a Comment