Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, September 9, 2020

❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1218*❗

❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1218*❗

*Sawal : Jannat mein jab koi Aulad ki tammana  karega to kya hoga ?*

A. Usko lamhe bhar mein bachcha de diya jayega
B. bachche ki jagah Khubsurat farishta ata kiya jayega
C. Isameel Alaihi salam ki aulad mein se ek bachcha diya jayega
D. Bachche ki jagah khubsurat hoor ata ki jayegi
E. Jo bachche balugat mein faut huye usmein se usko bachcha diya jayega
F.  Ibrahim Alaihi salam ki aulad mein se ek bachcha diya jayega
G. inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Mere RABB mere ilm mein barkat de)


❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1218*❗

*Sawal : If somebody will wish to get child in the paradise then what will happen ?*

A. He will get with in the few seconds as he desires. 
B. He will be given a beautiful angel
C. He will get a child from the descendant of Isameel Alaihi salam
D. He will get a hoor
E. He will get a child from those who got dead before birth
F. He will get a child from the descendant of Ibrahim Alaihi salam
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh My Lord increase my Knowledge)


*💐✅Sahih Jawab : A💐✅*
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jab momeen jannat mein aulad ki tamanna karega to uska hamal wiladat hona aur uski umar badhna ye sab kuch uski khwahish ke mutabiq lamhe bhar mein ho jaega 
Jami Tirmizi-2563-Hasan


*💐✅ Ansewer : A💐✅*
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam said: The believer, when he desires a child in Paradise, he shall be carried (in pregnancy), born, and complete his aging with in the few seconds as he desires. 
Jamia Tirmazi-2563-Hasan


1 comment: