Search Hadith

Video of the week

Traffic

A visitor from Vadodara viewed 'Mafhum-e- Quran : Apney maa baa' 6 mins ago
A visitor from Kolkata viewed 'Only-Quran-Hadith' 12 mins ago
A visitor from Abu dhabi viewed 'Al Quran : Aur Zina ke Qareeb b' 15 mins ago
A visitor from Hyderabad viewed 'Search results for 36' 23 mins ago
A visitor from Kathmandu viewed 'Search results for Quiz 860' 28 mins ago
A visitor from Bengaluru viewed '♥ 40 Rabbana Dua - Roman Transl' 32 mins ago
A visitor from Hyderabad viewed '✦Islamic Quiz✦' 47 mins ago
A visitor from Jaipur viewed 'Mafhum e Hadith: Jannat ki kunj' 53 mins ago
A visitor from Kuala lumpur viewed '✦ Hadith : Is dua ko raat ko pa' 1 hr ago
A visitor from Cuttack viewed '2013' 1 hr 3 mins ago

Total Pageviews

4,424,119

Category

Search Hadith

Saturday, September 19, 2020

❗ Only-Quran-Hadith Quiz-1224 ❗

 ❗ Only-Quran-Hadith Quiz-1224 ❗

*Ek sahabi ne apni maut se pahle unke gharwalo ko waseeyat ki thi jismein ki unko dafnane ke baad unki qabr ke pass kuch der khade rahe*

*Sawal 1 : Wo kaunse sahabi they ?*

A. Saad bin Muadh Radi allahu anhu

B. Umar radi allahu anhu

C. Muawiya radi allahu anhu

D. Amr ibn Aas Radi allahu anhu

E. Abu Talha Radi allahu anhu 

F. Muaaz bin jabal Radi allahu anhu

G. inmein se koi nahi

H. Rabbi Zidni ilma

(Eh Mere RABB mere ilm mein barkat de)


*Sawal 2 : Unhone kab tak khade rahne ki waseeyat ki thi ?*


A. Jab tak Qabr se farishte wapas na chale jaye

B. Jab tak Suraj gurub na ho jaye

C. Jab tak Maghrib ka waqt na ho jaye

D. Jab tak isha ka waqt na ho jaye

E. Asar se Magrib tak

F. Maghrib se isha tak

G. inmein se koi nahi

H. Rabbi Zidni ilma

(Eh Mere RABB mere ilm mein barkat de


❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1224* ❗

*Once a sahabi bequeathed to his son at the time of his death that after  buried to him , stand around his grave for some time*

*Quiz 1 : Who was that sahabi ?*

A. Saad bin Muadh Radi allahu anhu

B. Umar radi allahu anhu

C. Muawiya radi allahu anhu

D. Amr ibn Aas Radi allahu anhu

E. Abu Talha Radi allahu anhu 

F. Muaaz bin jabal Radi allahu anhu

G. None of the above

H. Rabbi Zidni ilma

(Oh My Lord increase my Knowledge)


*Quiz 2 : He bequeathed to stand how long around his grave?*

A. Untill angel return from his grave

B. Untill sun set

C. Untill the prayer time of the maghrib

D. Untill the prayer time of isha

E. Between Asar to Maghrib

F. Between Maghrib to Isha

G. None of the above

H. Rabbi Zidni ilma

(Oh My Lord increase my Knowledge)


*💐✅ Sahih Jawab :DG💐✅*

-----

Amr ibn Aas Radi Allahu Anhu ne apne (aakhri waqt mein) bete se kaha ki jab mein mar jaun to koi noha karne wali mere sath na jaye, na hi aag saath ho aur jab tum mujhe dafan kar chuke ho toh mujh par ahista ahista mitti dalna phir meri qabr ke paas itni der (dua karte huye) rukna jitni der mein oonth zibah kar ke uska gosht taqseem kiya jaa sakta hai taake main tumhare wajah se ( apni nayee manzil ke sath) mil jaun aur dekh lu ke main apne Rabb ke farishton ko kya jawab deta hu 

Sahih Muslim-121


*💐✅ Answer :DG💐✅*

-----

When Amr bin Aas was about to die he said to his son When I die, let neither female mourner nor fire accompany me. When you bury me, fill my grave well with earth, then stand around it for the time within which a camel is slaughtered and its meat is distributed so that I may enjoy your intimacy and (in your company) ascertain what answer I can give to the messengers (angels) of Allah.

Sahih Muslim, Book 1, Hadith 220

No comments:

Post a Comment