Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Saturday, July 25, 2020

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1187* ❗

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1187* ❗

*Jawab ek se zyada hai*

*Sawal : Wo kaun kaun se Azkar hain jo Allah Subhanahu ne RasoolAllah SallAllahu Alaihi wasallam ko is ummat mein ek khas nishani dekh lene ke baad padhne ko kaha tha ?*

A. La ilaha illAllah
B. SubhanAllahi Wa Bihamdihi
C. SubhanAllahil Adheem
D. Astagfirullah Waatubuilaih
E. Alhamdulillahi Rabbil Aalameen
F. Radaitu billahi Rabba wa bil-Islami dina wa bi Muhammadin Nabiyya
G. Allahu, Allahu Rabbi La ushrika behi shayaa
H. Rabbi Zidni ilmaa

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1186* ❗

*Answers are more than one*

*Sawal : Choose the Azkars which Allah Subhanahu said to RasoolAllah SallAllahu Alaihi wasallam to recite, as soon as he see a sign in this Ummah ?*

A. La ilaha illAllah
B. SubhanAllahi Wa Bihamdihi
C. SubhanAllahil Adheem
D. Astagfirullah Waatubuilaih
E. Alhamdulillahi Rabbil Aalameen
F. Radaitu billahi Rabba wa bil-Islami dina wa bi Muhammadin Nabiyya
G. Allahu, Allahu Rabbi La ushrika behi shayaa
H. Rabbi Zidni ilmaa




*💐✅ Sahih Jawab :  BD 💐✅*
--------
Aisha Radi Allahu Anha se riwayat hai Rasool-Allah ﷺ kasrat se farmaya karte they 
*سُبْحَانَ اللهِ وَبِحَمْدِهِ أَسْتَغْفِرُ اللهَ وَأَتُوبُ إِلَيْهِ*
SubhanAllahi Wa Bihamdihi, Astagfirullah Waatubuilaih
Aisha Radi Allahu Anha se kaha maine pucha Ya Rasool-Allah ﷺ main Aap ko dekhti hu ke aap kasrat kehte hai 
SubhanAllahi Wa Bihamdihi, Astagfirullah Waatubuilaih
Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya mere RABB ne mujhe khabar di hai ke main jaldi hi apni ummat mein ek nishani dekhunga aur jab mein usko dekh lunga to kasrat se kahu
SubhanAllahi Wa Bihamdihi, Astagfirullah Waatubuilaih
To wo nishani main dekh chuka hun
‏‏ إِذَا جَاءَ نَصْرُ اللَّهِ وَالْفَتْحُ‏‏  وَرَأَيْتَ النَّاسَ يَدْخُلُونَ فِي دِينِ اللَّهِ أَفْوَاجًا * فَسَبِّحْ بِحَمْدِ رَبِّكَ وَاسْتَغْفِرْهُ إِنَّهُ كَانَ تَوَّابًا‏‏
Jab Allah subhanahu ki nusrat aur fatah aa paunchi (yani Fateh Makka) aur jab Aap logo ko Allah subhanahu ke deen mein fauj dar fauj dakhil hote dekh lo,  to apne RABB ki hamd ke sath uski paaki bayan karen aur us se bakshish talab karen beshak wo tauba qubul farmane wala hai
Sahih Muslim-1088


*💐✅ Answer :  BD 💐✅*
--------
A'isha Radi Allahu Anha reported Rasool-Allah SallAllahu Alaihi wasallam  recited often these words: 
سُبْحَانَ اللَّهِ وَبِحَمْدِهِ أَسْتَغْفِرُ اللَّهَ وَأَتُوبُ إِلَيْهِ
SubhanAllahi Wa Bihamdihi, Astagfirullah Waatubuilaih
She said: I asked: Messenger of Allah SallAllahu Alaihi wasallam, I see that you often repeat the saying
SubhanAllahi Wa Bihamdihi, Astagfirullah Waatubuilaih 
whereupon he SallAllahu Alaihi wasallam said: My Lord informed me that I would soon see a sign in my Ummah, so when I see it I often recite (these) words: SubhanAllahi Wa Bihamdihi, Astagfirullah Waatubuilaih  Indeed I saw it (when this verse) was revealed:" 
‏‏ إِذَا جَاءَ نَصْرُ اللَّهِ وَالْفَتْحُ‏‏  وَرَأَيْتَ النَّاسَ يَدْخُلُونَ فِي دِينِ اللَّهِ أَفْوَاجًا * فَسَبِّحْ بِحَمْدِ رَبِّكَ وَاسْتَغْفِرْهُ إِنَّهُ كَانَ تَوَّابًا‏‏
When Allah's help and victory came(it marked the victory of Mecca), and you see people entering into Allah's religion in troops, celebrate the praise of Thy Lord and ask His forgiveness. Surely He is ever returning to Mercy
Sahih Muslim, Book 4, Hadith 984


No comments:

Post a Comment