Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, July 20, 2020

 ❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1183* ❗


❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1183* ❗

*RasoolAllah SallAllahu Alaihi wasallam ne ek baar Khwab mein dekha ki ek darakht hai is darakht ki jadd mein ek badi Umar wale buzurag baithe hue they aur un ke sath kuch bachche bhi baithe huye they darakht se qareeb hi ek shakhs apne aage aag sulga raha tha*

*Sawal 1  : Wo buzurg kaun they  ?*

A. Jibril Alaihi Salam
B. Ridhwan Alaihi Salam
C. Malik Alaihi Salam
D. Adam Alaihi Salam
E. Ibrahim Alaihi Salam
F. Meekaeel Alaihi salam
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilman

*Sawal 2  : Jo shaksh aag sulga raha tha wo kaun tha ?*

A. Ridhwan Alaihi Salam
B. Malik Alaihi salam
C. Meekaeel Alaihi salam
D. Isarfeel Alaihi salam
E. Dajjal
F. Firaun
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilman



❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1183* ❗

*Once RasoolAllah SallAllahu Alaihi wasallam  saw in his dream a green garden having a huge tree and near its root was sitting an old man with some children. (I saw) Another man near the tree with fire in front of him and he was kindling it up*

*Sawal :  Who was that old man  ?*

A. Jibril Alaihi Salam
B. Ridhwan Alaihi Salam
C. Malik Alaihi Salam
D. Adam Alaihi Salam
E. Ibrahim Alaihi Salam
F. Meekaeel Alaihi salam
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilman

*Sawal 2  : Who was kindling the fire ?*

A. Ridhwan Alaihi Salam
B. Malik Alaihi salam
C. Meekaeel Alaihi salam
D. Isarfeel Alaihi salam
E. Dajjal
F. Firaun
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilman




*💐✅ Sahih Jawab :  EB 💐✅*
--------
✦ RasoolAllah SallAllahu Alaihi wasallam  ne armaya maine aaj raat ek khawab dekha hai ke do aadmi mere paas aaye unhon ne mera haath thaam liye aur oh mujhe muqaddas zameen ki taraf le gaye...... hum  aage badhe aur ek hare bhare baagh mein aaye. jismein ek bahut bada darakht tha is darakht ki jadd mein ek badi Umar wale buzurag baithe hue they aur un ke sath kuch bachche bhi baithey huye they. darakht se qareeb hi ek shakhs apne aage aag sulga raha tha. woh mere dono saathi mujhe le kar is darakht par chadey. is tarah woh mujhe ek aise ghar mein le gaye ke is se ziyada haseen aur khubsurat aur ba barkat ghar maine kabhi nahi dekha tha. is ghar mein budhey, jawan, aurtain aur bachche ( sab hi qisam ke log ) they
✦ Maine apne sathiyon se kaha  jo kuch mein ney dekha is ki tafseel bhi kuch batalao ge?.....unhone kaha ..wo buzurag jo darakht ki jadd mein baithe huye they wo ibrahim Alaihi salam they aur unke ird gird wale bachche logon ki Nabaligh aulaad thi aur jo shakhs aag jala raha tha wo dozakh ka Daroga Malik (Alaihi salam) they
Sahih Bukhari, Jild 2, 1386 (Part)

✦ RasoolAllah SallAllahu Alaihi wasallam ne farmaya Musalmano ki nabalig Aulad jannat mein hai aur Ibrahim Alaihi Salam unki dekhbhal kar rahe hain
Al Silsila Sahiha-1485

*💐✅ Answer :  EB 💐✅*
--------
✦ RasoolAllah SallAllahu Alaihi wasallam said I had seen (a dream) last night that two men came to me, caught hold of my hands, and took me to the Sacred Land There, I saw  a well-flourished green garden having a huge tree and near its root was sitting an old man with some children. (I saw) Another man near the tree with fire in front of him and he was kindling it up. ......
✦ I said to them (i.e. my two companions), Tell me all about that I have seen.' They said, the old man who was sitting at the base of the tree was Ibrahim alaihi salam and the little children around him were the offspring of the people. And the one who was kindling the fire was Malik (Alaihi Salam), the gatekeeper of the Hell-fire.
Sahih Bukhari, Book 23, 468 (Part)

✦ RasoolAllah SallAllahu Alaihi wasallam Said the children of the believers who died in their childhood are in the paradise and Ibrahim Alaihi Salam taking care of them
Al Silsila Sahiha-1485

No comments:

Post a Comment