Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, July 23, 2020

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1186* ❗

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1186* ❗

*Sawal : Neeche di gayee surah ko unmein li gayee Qasamo ki tadad se match kijiye*
*(Allah subhanahu ne un surah mein kitni baar Qasam li hain)*

A. Al-Lail
B. Al-Burooj
C. At-Tariq
D. Al-Jinn
E. As-Shams
F. Al-Balad
G. At-Takwir
H. Rabbi Zidni ilman
-------------
1. 3
2. 4
3. 5
4. 6
5. 7
6. 8
7. 9
8. 10
9. Inmein se koi nahi



❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1186* ❗

*Quiz : Match below surah with the count of the oath which Allah has taken in it*
*(How many oath Allah has taken in respective Surah)*

A. Al-Lail
B. Al-Burooj
C. At-Tariq
D. Al-Jinn
E. As-Shams
F. Al-Balad
G. At-Takwir
H. Rabbi Zidni ilman
-------------
1. 3
2. 4
3. 5
4. 6
5. 7
6. 8
7. 9
8. 10
9. None of the above



💐✅ *Sahih Jawab : 122 99 11* ✅💐
-------
✦ *Surah Al-Lail (92) 1-3*
1. Qasam hai Raat ki Jab ke wo Chaa jaaye
2. Aur Din ki Jab ke wo Roshan hojaaye
3. Aur us zaat ki jisne Nar aur Madda ko paida kiya

✦ *Surah Al-Burooj (85) 1-3*
1. Qasam hai mazboot Qil'on wale Aasmaan ki
2. Aur Us din ki jiska waada kiya gaya
3. Aur haazir hone wale ki
4. Aur jo uske paas haazir kiya jaaye uski

✦ *Surah At-Taariq (86) 1,2,11,12*
1. Qasam hai Aasmaan ki
2. Aur Raat ki waqt aane waale ki
3. Aasmaan ki Qasam jo pani barsaata hai
4. Zameen ki Qasam jo phat jaati hai

✦ *Surah Al-Jinn (0)*

✦ *Surah Ash-Shams : (91) 1-7*
1. Suraj ki Qasam 
2. aur uski roshni ki
3. Aur chand ki jab uske peeche nikle 
4. Aur din ki jab usko chamka de
5. Aur raat ki jab usko daank le
6. Aur aasman ki 
7. Aur jisne usko banaya 
8. Aur zameen ki
9. Aur jisne usko bichaya
10. Aur jaan ki
11. Aur uski jisne usko durast kiya

✦ *Surah Al-Balad (90) 1, 3*
1. Mai Qasam khata houn iss Shaher (Makkah) ki
2. Qasam khata houn Baap ki
3. Aur uski Aulaad ki jo usse paida huyi


✦ *Surah At-Takweer (81) 15-18*
1. Hamko un Sitaro ki Qasam jo peeche hat jate hain sair karte hain aur gayab ho jate hain
2. Aur Raat ki Qasam jab khatam hone lagti hai
3. Aur Subah ki Qasam jab Namudar hoti hai




*✅💐 Answer : 122 99 11💐✅*
-------
*✦ Surah Al-Lail (92) 1-3*
1. By the night when it covers
2. And [by] the day when it appears
3. And [by] He who created the male and female

*✦ Surah Al-Burooj (85) 1-3*
1. By the sky containing great stars
2. And [by] the promised Day
3. And [by] the witness
4. And what is witnessed

*✦ Surah At-Taariq (86) 1,2,11,12*
1. By the Sky
2. And Night Comer
3. By the Sky which Returns (rains)
4. And (By) the Earth which Cracks Open


*✦ Surah Ash-Shams (91) 1-7*
1. By the sun and
2. its brightness
3. By the moon as it follows it (the sun)
4. By the day as it shows up (the sun's) brightness
5. By the night as it conceals it (the sun)
6. By the heaven and 
7. Him Who built it
8. By the earth and 
9. Him Who spread it
10. By Nafs (Adam or a person or a soul)
11. and Him Who perfected him in proportion

*✦ Surah Al-Balad (90) 1, 3*
1. I Swear by this City (Makkah)
2. And (By) the Father
3. And that which was Born (of him)

✦ Surah At-Takweer (81) 15-18
1. So I swear by the retreating stars -Those that run [their courses] and disappear
2. And by the night as it closes in
3.  And by the dawn when it breathes

No comments:

Post a Comment