Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, July 5, 2020

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1170* ❗

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1170* ❗

*Sawal : Aise parinde jinki gardanin (Neck) Oont ki gardano ki tarah hoti hain, wo kaha hain ?*

A. Jannat Al Firdaus mein
B. Kauther ki Nahar mein
C. Dozakh ki vadi mein
D. Jannat Al Mawa mein
E. Hutama mein
F. Sidaratul Muntaha par
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni Ilman

❗Only-Quran-Hadith Quiz 1170❗

Quiz : Where are those birds whose necks are like the necks of camels ? 

A. In Jannat Al Firdaus 
B. In the river of Kauther 
C. In the valley of Hell 
D. In the Jannat Al Mawa
E. In Hutama 
F. Over the Sidaratul Muntaha 
G. None of the above
H. Rabbi Zidni Ilman

*💐✅ Sahih Jawaab : B💐✅*
-----
Anas bin Malik Radi Allahu Anhu se riwayat hai Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam se pucha gaya  Kauther kya hai?  Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya ye ek Nehar hai jo Allah subhanahu ne mujhe ata ki hai, doodh se zyada safaid hai Shahad se zyada meethi hai usmein aise parinde hain jinki gardanein Oonthon ki gardano ki tarah hogi Umar Radi Allahu Anhu ne farmaya ye to bahut umdah honge Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya unka khaana bahut lazeez hoga 
Al-Silsila tus Sahiha - 1484

*💐✅ Answer : B💐✅*
-----
Anas bin Malik narrated that the Rasool-Allah  Sallallahu Alaihi wasallam  was asked : 
What is Al-Kawthar?  He said: That is a river that Allah has given me  - that is, in Paradise- 'whiter than milk and sweeter than honey. In it are birds whose necks are like the necks of camels.   'Umar Radi Allahu Anhu said:   Indeed this is plump and luxurious then.   So the Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam  said,   Those who consume it are more plumb than it. 

Al-Silsila tus Sahiha - 1484


No comments:

Post a Comment