Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, July 19, 2020

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1182* ❗

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1182* ❗

*Sawal : RasoolAllah SallAllahu Alaihi wasallam ne Quran ki kaun see surah sikh lene walo ko Aalim kaha hai ?*

A. Surah Yaseen aur Surah Mulk
B. Aakhri 30 Surah
C. Pahli 7 Surah
D. Surah Fatiha aur Surah Baqarah
E. Surah Yaseen aur Surah Mulk aur Surah Rahman
F. Surah Baqrah aur Surah Al-e-Imran
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilman

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1182* ❗

*Quiz  : According Hadith,  Which Surahs if somoebody learn from Quran , he becomes Aalim (Scholar) ?

A. Surah Yaseen and Surah Mulk
B. The Last 30 Surah
C. The First 7 Surah
D. Surah Fatiha and Surah Baqarah
E. Surah Yaseen and Surah Mulk and Surah Rahman
F. Surah Baqrah and Surah Al-e-Imran
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilman


*💐✅ Sahih Jawab :  C 💐✅*
------
Aisha Radi Allahu Anha se rivayat hai ki RasoolAllah SallAllahu Alaihi wasallam ne farmaya jisne Quran Majid ki pahli 7 Surah sikh li wo Aalim hai
Al Silsila Sahiha-2947

Note : Quran Majid mein jitne Ahkaam aur masayeel bayan kiye gaye hain wo zyadatar shuru ki saat suraton mein mojud hain


*💐✅ Answer :  C 💐✅*
-------
Narrated by Aisha Radi Allahu Anha that RasoolAllah SallAllahu Alaihi wasallam said the one who learns the first seven surah , he is Aalim (Scholar)
Al Silsila Sahiha-2947

Explanation : The most of the ruling and matters has been mentioned in the first Seven surah of Quran


No comments:

Post a Comment