Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, July 13, 2020

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1177* ❗

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1177* ❗

*Ek Sahabi aise they jab wo shaheed huye to kafiron ne unke badan ke kuch hisse ko kaat kar lane ke 
liye kuch log bheje lekin Allah subhanahu ne uski ek makhluq ke jariye kafiro ko aisa karne se rok diya* 

*Sawal 1 : Wo sahabi kaun they ?*

A. Musaib Radi Allahu Anhu
B. Saad Radi allahu anhu
C. Jafar Al-tayyar Radi allahu anhu
D. Aasim Radi allahu anhu 
E. Abdullah bin Amru Radi allahu anhu 
F. Abu talha Radi allahu anhu 
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilmaa
(Ya Allah mere ilm mein barkat de)

*Sawal 2 : Wo Makhluq kaunsi thi ?*

A. Farishte
B. Jinnat
C. Tiddi
D. Makdi
E. Azdaha (Python)
F. Bhediya 
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilmaa
(Ya Allah mere ilm mein barkat de)

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1177* ❗

*Once a sahabi was got martyr and disbelievers send some people to bring a part of his body But Allah sent one of his creation to protect the dead body of him*

*Sawal 1 : Wo was He ?*

A. Musaib Radi Allahu Anhu
B. Saad Radi allahu anhu
C. Jafar Al-tayyar Radi allahu anhu
D. Aasim Radi allahu anhu 
E. Abdullah bin Amru Radi allahu anhu 
F. Abu talha Radi allahu anhu 
G. None of the above
H. Rabbi Zidni Ilman
(Oh Allah increase my knowledge)

*Sawal 2 : Which creation were sent to protect his body?*

A. Angel
B. Jinn
C. Locust
D. Spider
E. Python (Big snake)
F. Wolf
G. None of the above
H. Rabbi Zidni Ilman
(Oh Allah increase my knowledge)


*💐✅ Sahi Jawab : DG💐✅*
------
Quraish ke kuch logo ko malum hua ki Aasim bin thabit Radi allahu anhu shahed kar diye gaye hain to unke pas unhone apne aadmi bheje taaki unke jism ka koi aisa hissa laye jis se unki pahchan ho jaye kyunki unhone ne bhi (Badr ki jung mein) unke ek sardar (Uqba bin mueet) ko qatl kiya tha lekin Allah subhanahu ne unki (Aasim bin sabit Radi allahu anhu ki) laash par  badal ki tarah Zanboor (Wasp /بھڑ/ زنبور) ki ek fauj bhej di aur inhone Aapki laash ko kuffar e Quresh ke un aadmiyo se bacha liya aur unke jism ka koi hissa nahi kaat sake 
Sahi Bukhari, Jild 5, 3989
------
Zanboor :
https://www.youtube.com/watch?v=JGRx03PLllw
------
*💐✅ Answer : DG💐✅*
------
Some (Disbeliers) Quraish people , being informed of `Asim bin Thabit's radi allahu anhu death, sent some people to bring a part of his body so that his death might be known for certain, for he had previously killed one of their leaders (Uqba bin mueet in the battle of Badr). But Allah sent a swarm of wasps to protect the dead body of Asim, and they shielded him from the people who could not cut anything from his body.
Sahih Bukhari, Book 59, Hadith 325



No comments:

Post a Comment