Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, July 14, 2020

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1178* ❗


❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1178* ❗

*Jawab ek se zyada hai*

*Sawal : Qayamat ke din Logo ko jo Noor diya jayega uske mutalliq kaun kaun see baatein sahi hain ?*

A. Wo Noor Neik aamal ke mutabbiq milega
B. Kisi ko pahad ke barabar noor milega
C. Kisi ka Noor itna hoga jitna Madina se Adan ka fasla
D. Wo Noor Sirf Musalmano ko diya jayega
E. Musalman apne us noor ka kuch hissa apne rishtedaro ya dosto ko bhi taqseem karenge 
F. Sabse kam Noor pair ke anguthe ke barabar hoga
G. Munafiqo ka Noor Pul sirat par bujh jayega
H. Rabbi Zidni ilmaa
(Ya Allah mere ilm mein barkat de)


❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1178* ❗

*Answers are more than one*

*Quiz : Choose the correct options regarding the Noor (Light) which will be given to the people on the day of Qayamah ?*

A. They will get light according to the level of their good deeds
B. Some will get light equal to the mountain
C. Some will have light like distance between Madina to Adan
D.That light will be given to the believers only
E. Believers will share that light with their relatives and friends
F. The least among them has a light as big as his index finger 
G. The light of the hypocrites will be extinguished on Sirat
H. Rabbi Zidni Ilman
(Oh Allah increase my knowledge)



*💐✅ Sahi Jawab : ABCFG💐✅*
------
Tafsir Ibn kathir :Abdullah bin Masud Radi Allahu Anhu se riwayat hai muslmano ko Neik aamal ke mutabiq Unehin noor milega jo qayamat ke din unke sath sath rahega unemin kuch ka noor pahadon ke barabr hoga aur kuch ka khajuron ke darakht ke barabr aur kuch khade insan ke qad ke barabr sabse kam noor jis gunahgar momeen ka hoga uske pair ke anghuthey ke barabr noor hoga jo kabhi roshan hota hoga aur kabhi bujh jata hoga
Qatada Radi Allahu Anhu farmate hai kuch momeen aise bhi honge jinka noor iss qadr hoga jis qadr Madina se Adan dur hai aur Abyeen dur hai aur Sana dur hai kuch us se kam kuch us se kam yaha tak ke wo bhi honge jinke Noor se unke qadam ke paas hi ujala hoga 
Tafsir Ibn kathir : Surah Hadid 57:12-13
Tafsir At Tabri : 11/676

http://www.fiqhulhadith.com/ibn-e-kaseer/book.php?page=3601

Hadith : Jabir bin Abdullah Radi Allahu Anhu riwayat hai har insan ko chahe munafiq ho ya momeen ek noor diya jaega wo us noor ke peeche chalenge aur dozakh ke pul par kahi Nukile Kunde aur Lohe ke sakht kaante honge aur jisko Allah subhanahu chahega wo usay pakad lenge phir Munafiqon ka Noor yaha bujh diya jaega aur momeen Nijat pa lenge
Sahih Muslim, 469


*💐✅ Answer : ABCFG💐✅*
------
Tafsir Ibn kathir : Allah the Exalted states that the believers who spend in charity will come on the Day of Resurrection with their light preceding them in the area of the Gathering, according to the level of their good deeds. As reported from Abdullah bin Masud (their light running forward before them), he said, "They will pass over the Sirat according to their deeds. Some of them will have a light as large as a mountain, some as a date tree, some as big as a man in the standing position. The least among them has a light as big as his index finger, it is lit at times and extinguished at other times.

Qatada said there will be some believers who will have light to the distance between Madina and Adan or Abyeen or Sana 
some will have lesser , some more less even some will have light which will enlighten his foot only
Tafsir Ibn kathir : Surah Hadid 57:12-13
Tafsir At Tabri : 11/676

Hadith : Narrated By Jabir b 'Abdullah Radi Allahu Anhu that every person, whether a hypocrite or a believer, would be endowed with a light, and there would be spikes and hooks on the bridge of the Hell, which would catch hold of those whom Allah willed. Then the light of the hypocrites would be extinguished, and the believers would secure salvation
Sahih Muslim,Book 1, Hadith 367

No comments:

Post a Comment