Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, July 1, 2020

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1167* ❗

 ❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1167* ❗

*Ek baar ek sahabi ki wafat ka waqt kareeb tha aur unke sirf ek hi waris tha unhone Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam se unke maal ko sadqa karne ki ejazat maangi*

*Sawal 1 : Unko apne maal ka kitna hissa sadqa karne ki Ejazat mili ?*

A. Sara Maal
B. Aadha Hissa (1/2)
C. Ek Chothayee ( 1/4)
D. Ek Tihayee (1/3)
E. Teen Chotahyee (3/4)
F. Kuch bhi nahi
G. Inme se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilmaa


*Sawal 2 : Wo kaunse Sahabi they jinhone ye sawal pucha tha ?*

A. Jafar bin Abu talib 
B. Muaaz bin jabal 
C. Sad bin Muadh
D. Musaib bin umair 
E. Abu Talha 
F. Usaid bin Hudair
(Radi Allahu Anhum)
G. Inme se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilmaa



 ❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1167* ❗

*Once a sahabi was seriously ill and he has only one heir after him he asked pemisison to Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam to give his wealth to charity*

*Quiz 1 : For How much Wealth He got permission to give in charity ?*

A. All Wealth
B. Half (1/2)
C. One fourth ( 1/4)
D. One third (1/3)
E. THree fourth (3/4)
F. Nothing
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilmaa


*Sawal 2 : Who was that Sahabi ?*

A. Jafar bin Abu talib 
B. Muaaz bin jabal 
C. Sad bin Muadh
D. Musaib bin umair 
E. Abu Talha 
F. Usaid bin Hudair
(Radi Allahu Anhum)
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilmaa



*💐✅ Sahi Jawab DG 💐✅*
-----
Saad bin Abi Waqas Radi Allahu Anhu se riwayat hai unhone farmaya main iss qadar beemar ho gaya ke ais alaga jaise maut ka waqt kareeb hai , Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam meri beemar pursi ke liye tashreef laye main ne arz kiya Ya Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam mere paas bahut zyada maal hai aur meri beti ke siwa mera koi warees nahi to kya main apna do tihayee (2/3) maal sadqa kar du?  Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya nahi main ne kaha aadha (1/2),  farmaya nahi, maine kaha ek tihayee (1/3), unhone kaha (Haan) Ek tihayee aur Ek tihayee bhi zyada hi hai tum apne Wariso ko maaldar chorh kar jao to wo behtar hai bajaye uske ki tum unheine Faqeer bana kar chorh jao aur  wo logo se bheekh mangte phire
Sunan Nasai-3656-Sahih

*💐✅ Answer DG 💐✅*
-----
Narrated Saad bin Abi waqas Radi Allahu Anhu I became ill with a sickness from which I later recovered. The Messenger of Allah came to visit me, and I said: 'O Messenger of Allah, I have a great deal of wealth and I have no heir except my daughter. Shall I give two-thirds of my wealth in charity?' He said: 'No.' I said: 'Half?' He said: 'No.' I said: 'One-third?' He said: '(Give) one-third, and one-third is a lot. It is better to leave your heirs independent of means, than to leave them poor and holding out their hands to people.
Sunan e Nisai  Book 30, 3656-Sahih

No comments:

Post a Comment