Search Hadith

Video of the week

Traffic

A visitor from Indore viewed 'Salat-ul-tasbeeh padhne ka sahi' 12 mins ago
A visitor from Pune viewed 'Family' 1 hr 11 mins ago
A visitor from Kerala viewed 'Ramadhan (Ramazan)' 1 hr 26 mins ago
A visitor from Chandigarh viewed '❗ Only-Quran-Hadith Quiz 759❗' 1 hr 28 mins ago
A visitor from Mumbai viewed '♥ 40 Rabbana Dua - Roman Transl' 1 hr 52 mins ago
A visitor from Hyderabad viewed 'Farishtey (Angels)' 2 hrs 12 mins ago
A visitor from Chandigarh viewed '❗Only-Quran-Hadith Quiz 1047❗' 2 hrs 19 mins ago
A visitor from Haryana viewed 'Hadith : Jo Muslmano ke aibo ke' 2 hrs 28 mins ago
A visitor from Hyderabad viewed 'Hadith: Qayamat ke din sahib-e-Q' 2 hrs 45 mins ago
A visitor from Concord viewed 'Evening Azkar In Hindi' 2 hrs 53 mins ago

Total Pageviews

4,421,835

Category

Search Hadith

Tuesday, July 21, 2020

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1184* ❗

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1184* ❗

*Sawal 1 : RasoolAllah SallAllahu Alaihi wasallam ne jab Makka ko Fateh kiya tha to Makka mein dakhil hote hi kitni Rakat namaz ada ki thi ?*

A. 2
B. 4
C. 6
D. 8
E. 10
F. 12
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilman
( Ya Allah mere ilm mein barkat de)


*Sawal 2 : Wo kaunse Sahabi hain jinhone is sunnat par amal karte huye ek jagah ko fateh karne ke baad utni hi rakaat ada ki thi ?*

A. Umar Bin Khattab
B. Saad bin Waqas
C. Muaaz bin jabal 
D. Abu Ubaidah bin Al jarrah 
E. Khalid bin Waleed
F. Abu Bakr r 
(Radi Allahu Anhum)
G. Inme se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilmaa

*Sawal 3 : Un Sahabi ne kaunsi jagah ke fateh ke waqt is sunnat par amal kiya tha ?*

A. Iran
B. Yemen
C. Syria
D. Iraq
E. Qustuntunia
F. Rom
G. Inme se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilmaa


❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1184* ❗

*Sawal 1 : After the conquest of Makka when RasoolAllah SallAllahu Alaihi wasallam entered in , how many rakah he prayed ?*

A. 2
B. 4
C. 6
D. 8
E. 10
F. 12
G. None of the above
H. Rabbi Zidni Ilman
(Oh Allah increase my knowledge)

*Sawal 2 : A Sahabi Also performed this sunnah and prayed same rakat after conquest of a place, who was he ?*

A. Umar Bin Khattab
B. Saad bin Waqas
C. Muaaz bin jabal 
D. Abu Ubaidah bin Al jarrah 
E. Khalid bin Waleed
F. Abu Bakr  
(Radi Allahu Anhum)
G. None of the above
H. Rabbi Zidni Ilman
(Oh Allah increase my knowledge)

*Sawal 3 : That Sahabi conquest Which place and perform this sunnah?*

A. Iran
B. Yemen
C. Syria
D. Iraq
E. Qustuntunia
F. Rom
G. None of the above
H. Rabbi Zidni Ilman
(Oh Allah increase my knowledge)


*💐✅ Sahih Jawab :  DBA 💐✅*
--------
✦ Tafsir Ibn kathir : Makka ke fateh hone ke baad RasoolAllah SallAllahu Alaihi wasallam jab shahar mein dakhil huye to bahut hi aajizi ke sath sir jhukaye huye dakhil huye aur andar jaate hi Aap SallAllahu Alaihi wasallam ne 8 rakaat namaz ada ki jo Dhuha ki namaz bhi thi aur Fateh ka shukrana bhi thi.

✦ Hazrat Saad bin Abi Waqas Radi Allahu Anhu ne jab Iran fateh kiya aur Kisra ke Shahi mahlon mein pahuche to isee sunnat ke mutabiq 8 rakaat ada ki
Tafsir Ibn kathir : Surah Al Baqarah 2 : 58

http://www.fiqhulhadith.com/ibn-e-kaseer/book.php?page=181

*💐✅ Answer :  DBA 💐✅*
--------
✦ Tafsir Ibn kathir : After the conquest of makka when RasoolAllah SallAllahu Alaihi wasallam entered in it, he was so calm and humble , as soon as he entered he prayed 8 rakah salah which includes Dhuha prayer and the thanks to Allah for that great victory

✦ When  Saad bin Abi Waqas Radi Allahu Anhu Conquest the Iran , after entering in the palace of Kisra he followed this suunah and prayed 8 rakaat salah to thanks Allah for this victory
Tafsir Ibn kathir : Surah Al Baqarah 2 : 58

No comments:

Post a Comment