Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, July 2, 2020

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1168* ❗


 ❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1168* ❗

*Sawal 1 : Wo kaunse Nabee hain jinko Allah Subhanahu ne aasmano aur zameeno ki makhluqat dikhayee thi ?*

*Sawal 2 : Wo kaunse Nabee hain jinko Allah subhanahu ne bachpan mein hi Hikmat ata farmayee thi  ?*

A. Ibrahim Alaihi salam
B. Nooh Alaihi salam
C. Sulaiman Alaihi salam
D. Musa Alaihi salam
E. Yahya Alaihi salam
F. Dawud Alaihi salam 
G. Inme se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilmaa
(Ya Allah mere ilm mein barkat de)


 ❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1168* ❗

*Quiz 1 : To which Prophet Allah Subhanahu  Showed the kingdom of the heavens and the earth ?*

*Quiz 2 : To Whom Allah gave wisdom in his childhood and it has been mentioned in Quran ? *

A. Ibrahim Alaihi salam
B. Nooh Alaihi salam
C. Sulaiman Alaihi salam
D. Musa Alaihi salam
E. Yahya Alaihi salam
F. Dawud Alaihi salam 
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilmaa


*💐✅ Sahi Jawab AE 💐✅*
-------
Al Quran : Isee tarah hamne Ibrahim Alaihi salam ko aasmano aur zameeno ke Azaeebaat dikhane lage taaki wo khub yaqeen karne walo mein se ho jaye

Tafsir Ibn Kathir : Hamne Ibrahim Alaihi salam ko aasmano aur zameeno ke mulk aur makluqat bataur dalil dikhaye they taaki wo khub yakeen karne walo mein se ho jaye
Surah Anam 6:75

Al Quran : Eh Yahya (Alaihi Salam) hamari kitab ko mazbuti se pakde raho aur humne unko bachpan mein Hikmat ata farmayee thi, Aur apne paas se shafqat aur pakeezgi de di thi aur wo parhezgar they , aur ma baap ke saath neki karne wale they aur sarkash aur nafarman nahi they. jis din wo paida huye , jis din wafat payenge aur jis din zinda karke uthaye jayenge, un par salam aur rahmat hai
Surah Maryam, 12-15


*💐✅ Answer AE 💐✅*
-------
Al Quran : Thus did we show Ibrahim (Abraham) the kingdom of the heavens and the earth that he be one of those who have Faith with certainty.

Tafsir Ibn Kathir : When he contemplated about the creation of the heaven and earth, We showed Ibrahim the proofs of Allah's Oneness over His dominion and His creation, which indicate that there is no god or Lord except Allah
Surah Anam 6:75

Al Quran : O Yahya (John)! Hold fast the Scripture [the Taurat (Torah)]." And We gave him wisdom while yet a child.And (made him) sympathetic to men as a mercy (or a grant) from Us, and pure from sins [i.e. Yahya (John)] and he was righteous,And dutiful towards his parents, and he was neither arrogant nor disobedient (to Allah or to his parents). And Salam (peace) be on him the day he was born, and the day he dies, and the day he will be raised up to life (again)! 
Surah Maryam, 12-15

No comments:

Post a Comment