Bismillahirrahmanirraheem
✦ Surah Al-Kafiroon : Qul Ya Ayyuhalkafiroon. La Aaabudu ma taAAbudoon.
WaLa antum AAabidoona ma Aaabud.,WaLa ana AAabidun ma AAabadtum.
WaLa antum AAabidoona ma Aaabud., Lakum deenukum waliya deen.
✦ Al Quran : Kah do Eh Kafiroh Jin (butoh) ki tum ibadat Karte ho unki mein ibadat Nahi karta ,Aur jis Allah ki main Ibadat karta hu uski tum ibadat Nahi Karte, Aur Jin ki tum ibadat Karte ho unki Main ibadat Karne wala Nahi Hu, Aur na tum uski bandagi Karne wale ho jiski Mai bandagi karta Hu ,Tum apne Deen par mein Apne Deen par
✦ Say O disbelievers, I worship not that which you worship, Nor will you worship that which I worship
And I shall not worship that which you are worshiping, Nor will you worship that which I worship
To you be your religion and to me my religion
AL Quran, Surah Kafirun-109
✦ Surah Al-Ikhlas : Qul Hu Wallahu Ahad, ALLAHus-Samad, Lam Yalid walam Yulad, Walam Yakul-lahu Kufuwan Ahad
-----
✦ Al Quran : Kah do Wo ALLAH Ek hai, ALLAH beniyaz hai, Na uski koi Aulad hai aur na wo kisi ki Aulad hai, Aur uskey barabar ka koi nahi hai
Surah Al-ikhlas (112)
✦:Say He is ALLAH , the One and Only ALLAH , the Eternal, He begets not, nor was He begotten.And there is none like unto Him.
AL Quran , Surah Al-ikhlas (112)
Surah Al-Ikhlas
✦ Surah Al-Falaq: Qul Aaoodhu (aaoozu) BiRabbil falaq
Min sharri ma khalaq
Wa min sharri ghasiqin iza waqab
wa min sharrin naffathati (naffasati) fil uqad
wa min sharri Haseedin iza hasad
-------------
✦:Kah do main Subha Ke RABB ki panah mangta hu
Uski Makhluq ki burayee se aur andheri raat ki burayee se jab wo cha Jaye aur giroh (Knots) mein phunkne waliyoh ki burayee se aur hasad Karne wale ki burayee se jab wo hasad kare
Al Quran Surah Al-Falaq (113)
---------
✦:Al Quran : Say: I seek refuge with (Allah), the Lord of the daybreak, From the evil of what He has created,
And from the evil of the darkening (night) as it comes with its darkness,
And from the evil of those who practise witchcraft when they blow in the knots
and from the evil of the envier when he envies.
Al Quran , Surah Al-Falaq (113) , verse 1-5
✦ Surah An-Nas : Qul Aaoodhu BiRabbinNas
MalikinNas, ilaahinNas
Min Sharril Waswasil Khannas
Al Ladhi(lazi) Yuwaswesu fi sudurinNas
MinalJinnati wanNas
------
✦ :Al Quran : Kah do main logo ke RAB ki panah mein aaya,
Logo ke baadshah ki, logon ke mabud ki Us shaitan ki burayee se jo waswase daal kar chup jata hai
jo logon ke seeno mein waswase dalta hai, jinnon aur insano mein se.
Al Quran , Surah An-Nas (114) , Verse 1-6
----
✦ :Al Quran : Say: I seek refuge with (Allah) the Lord of mankind ,
The King of mankind ,The God of mankind,
From the evil of the whisperer (devil who whispers evil in the hearts of men)
who withdraws (from his whispering in one's heart)
Who whispers [evil] into the breasts of mankind
From among the jinn and mankind
--------------
Al Quran , Surah An-Nas (114) , Verse 1-6