Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, April 26, 2020

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1148*❗

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1148*❗

*Jawab ek se zyada hai*

*Sawal : Roza kya hai ya iski sifat kya hain?*

A. Qarz 
B. Aadha Sabr
C. Sifarish karne wala
D. Dozakh se bachao ki dhaal 
E. Pul sirat se guzarne wala
F. Khair ka darwaza
G. Islam ka sutoon
H. Rabbi Zidni ilmaa
(Ya Allah mere ilm mein barkat de)


❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1148*❗

*Answers are more than one*

*Sawal : What is fasting or what are the characteristics of fasting?*

A. Debt
B. Half Patience
C. interceder
D. Shield from the hell fire
E. The helper on Bridge (sirat) to cross
F.  The doors of khair (good)
G. The Pillars of Islam
H. Rabbi Zidni ilmaa
(Oh Allah increadse my knowledge)


*✅ Sahih Jawab : ABCDFG💐*
-----
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahai Wasallam se pucha gaya  Roza kya Hain?  Aap Sallallahu Alahai Wasallam ne farmaya Ye Qarz Hain jiska Badla Diya jaega
Musnad Ahmed hadees#3675

✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne Farmaya Roza adha sabr hai 
Jamia Tirmizi - 3519 Hasan
Ibn Hibban - 117

✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaye Roza aur Quran Bande ke liye Sifarish karenge Roza arz karega Ya RABB meine Din ke Waqt khaane peene aur khuwaishat se issay rokha iss ke mutaliq meri sifarish Qubul farma aur Quran arz karega meine issay Raat ke Waqt sone se rokhe rakha iss ke mutaliq meri Sifarish Qubul farma un dono ki Sifarish Qubul ki jaegi
Masnad Ahmad, 8324 Sahih

✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya kya main tumhein bhalayee ke darwaze (raste)  na batau   roza dhaal hai sadqa gunah ko aise buja deta jaise aag pani ko aur adhi raat ke waqt admee ka Tahajud padhna 
Jamia Tirmazi - 2616

✦ Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Islam 5 sutuno par khada kiya gaya hai pahla ye ki Ek Allah ki ibdat ki jaye aur uske siwa tamam jhoothe khudao ka inkar iya jaye , dusra namaz qayam karna , teesra zakat dena ,chotha bait-Allah ka hajj karna aur panchwa Ramzan ke roz rakhna 
Sahih Muslim, Jild 1, 112



*✅ Answer : ABCDFG💐*
-----

✦  Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam was asked what is fasting ? he Sallallahu Alaihi Wasallam said its a kind of debt and its rewards will be given
Musnad Ahmed hadees#3675

✦  Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam  said fasting is half of patience
Jamia Tirmazi Book 45, Hadith 3519 3519

✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said Fasting and the Quran will intercede for the slave on the Day of Judgement. Fasting will say, O My Lord I prevented him from food and desires, so accept my intercession for him.’ And the Qur’an will say, I prevented him from sleep during the night, so accept my intercession for him. thus they will intercede. 
Musnad Ahmad-8324-Sahih

✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said 'Shall I not guide you to the doors of good? Fasting is a shield, and charity extinguishes sins like water extinguishes fire - and a man's praying in depths of the night.'  
Jamia Tirmazi - 2616

✦ Rasool-Allah  Sal-Allahu alaihi wasallam said:(The superstructure of) Islam is raised on five (pillars), Allah (alone) should be worshipped, and (all other gods) beside Him should be denied. Establishment of prayer, the payment of Zakat, Pilgrimage to the House, and the fast of Ramadan (are the other obligatory acts besides the belief in the oneness of Allah and denial of all other gods).
Sahih Muslim, Book 1 , 19


No comments:

Post a Comment