Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, April 8, 2020

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1134* ❗

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1134* ❗

*Ek Nabee aise they jinko Allah subhanahu ne ek moajaza dikahaya aur farmaya ki Wo isee tarah murdo ko zinda karega*

*Sawal 1 : Wo Nabee kaun they ?*

A. Saleh Alaihi salam
B. Eesa Alaihi Salam
C. Yusuf Alaihi salam
D. Yaqub Alaihi salam
E. Loot Alaihi Salam
F. Musa Alaihi salam
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilmaa

*Sawal 2 : Us Moajaze mein Allah Subhanahu ne kisko zinda karke dikhaya tha ?*

A. Oont
B. Insan
C. Jinnat
D. Oontni
E. Mendha (Sheep)
F. Bakri 
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilmaa

*Note : Agar Jawab G ho to Sahi jawab answer mein likhna*



❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1134* ❗

*Allah subahanhu shows a miracle to a prophet and told that thus he bring the dead to life*

*Sawal 1 : Who was that prophet ?*

A. Saleh Alaihi salam
B. Eesa Alaihi Salam
C. Yusuf Alaihi salam
D. Yaqub Alaihi salam
E. Loot Alaihi Salam
F. Musa Alaihi salam
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilmaa
(Oh Allah increase my knowledge)

*Sawal 2 : In that miracle, Allah brought life in which creature ?*

A. Camel
B. Man
C. Jinn
D. She Camel
E. Sheep
F. Goat
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilmaa
(Oh Allah increase my knowledge)

*Note : if Answer is G for any question then must write answer*

✅ *Sahih Jawab : FB* 💐
-----
Musa Alaihi Salam aur unki quam ko ek murda shakhs ko zinda karke dikhaya tha
-----
Al Quran : (Eh Musa Alaihi Salam) tumhein yaad hai wo waqia jab tumne ek Shakhs ki jaan li thi, phir uske baare me jhagadne aur ek dusre par qatl ka ilzaam thopne lage the aur Allah Subhanahu ne faisla karliya tha ke jo kuch tum chupate ho,usey khol kar rakh dega,  Us waqt humne Hukm diya ke maqtool ki laash ko us (gaay) ke ek hisse se zarb lagao , dekho Iss tarah Allah Murdon ko Zindagi bakhashta hai aur tumhein Apni Nishaniyaan Dikhata hai taake tum Samjho
Surah Al-Baqarah (2), 72-73


✅ *Answer : FB* 💐
-----
Al Quran : And [Oh Musa recall] when you slew a man and disputed over it, but Allah was to bring out that which you were concealing. So, We said, "Strike the slain man with part of it." Thus does Allah bring the dead to life, and He shows you His signs that you might reason.
Surah Al-Baqarah (2), 72-73




No comments:

Post a Comment