Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, April 5, 2020

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1131*❗

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1131*❗

*Sawal 1  : Rasool-Allah Sallallahu Alahihi Wasallam ne jung a badr ke waqt kisko ye dekhne ke liye bheja tha ki Abu jahal ke saath kya hua yani wo zinda hai ya murda ?*

A. Ali Radi Allahu anhu
B. Afra bin Muaadh Radi Allahu Anhu
C. Abdullah bin masood Radi Allahu anhu
D. Abu Talha Radi Allahu anhu
E. Umar Radi Allahu anhu
F. Hamza Radi Allahu anhu
G. Inme se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma

*Sawal 2 : Ek sahabi aise they jo us jung e badr mein shamil nahi huye they pohir bi unko us jung ka maal e ganeemat mila wo kaun they ?*

A. Ali Radi Allahu anhu
B. Abu Bakr Radi Allahu Anhu
C. Khalid bin waleed Radi Allahu anhu
D. Uthman Radi Allahu anhu
E. Umar Radi Allahu anhu
F. Abu hurairah Radi Allahu anhu
G. Inme se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma


❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1131*❗

*Sawal 1  : During the battle of badr Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam sent someone to see what happned to abu jahal ( wheather he is dead or alive ) , who went that time to see ?*

A. Ali Radi Allahu anhu
B. Afra bin Muaadh Radi Allahu Anhu
C. Abdullah bin masood Radi Allahu anhu
D. Abu Talha Radi Allahu anhu
E. Umar Radi Allahu anhu
F. Hamza Radi Allahu anhu
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma

*Sawal 2 :  What is the name of that companion (sahabi) who coudn't join that battle of badr , yet he got the war booty (Maal e ganimah) of that battle?*

A. Ali Radi Allahu anhu
B. Abu Bakr Radi Allahu Anhu
C. Khalid bin waleed Radi Allahu anhu
D. Uthman Radi Allahu anhu
E. Umar Radi Allahu anhu
F. Abu hurairah Radi Allahu anhu
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma



✅ *Sahih Jawab : CD* 💐
--------
Anas Radi Allahu Anhu  se rivayat hai ki Ghzwa e badr ke din Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Koi hai jo malum kare ki Abu Jahal ka kya haal hua ? (Yani wo zinda hai ya murda) Ibne Masood Radiallahu anhu ne haqeeqat-e-haal malum karne aaye toh dekha ki Afrah ke beto (Muaaz aur Mauz Radi Allahu Anhuma) ne usey qatl kar diya hai aur uska jism thanda padha hua hai .Unhone daryaft kiya, Kya tu hi Abu Jahal hai ? phir Ibne Masood  Radiallahu anhu ne uski daadhi pakad li. Abu Jahal ne kaha, Kya is se bhi bada koi aadmi hai jise tumne aaj qatl kar dala hai ? ya  jise uski qaum ne qatl kar dala hai ? 
Sahih al-Bukhari 3962

Ibn Umar Radi allahu anhu se rivayat hai ki Hazrat Uthman Radi allahu anhu Ghzwa e badr mein shamil na ho sake they kyunki unke nikah mein Rasool-Allah Sal-Allahu alahi wasallam ki sahabzadi thi aur wo bahut beemar thi, Rasool-Allah Sal-Allahu alahi wasallam ne farmaya ki tumhe bhi utna hi sawab milega jitna badr mein shamil hone wale shakhs ko aur utna hi hissa bhi milega.
Sahih Al-Bukhari, Jild 4, 3130


✅ *Answer : CD* 💐
------
Narrated Anas Radi Allahu Anhu The Prophet (ﷺ) said, "Who will go and see what has happened to Abu Jahl?" Ibn Mas`ud went and found that the two sons of 'Afra had struck him fatally (and he was in his last breaths). `Abdullah bin Mas`ud said, "Are you Abu Jahl?" And took him by the beard. Abu Jahl said, "Can there be a man superior to one you have killed or one whom his own folk have killed?"
Sahih Bukhari, Book 59, Hadith 355

Narrated Ibn Umar radi allahu anhu Uthman radi allahu anhu did not join the Badr battle because he was married to one of the daughters of Allah's Apostle ﷺ and she was ill. So, the Prophet ﷺ said to him. "You will get a reward and a share (from the war booty) similar to the reward and the share of one who has taken part in the Badr battle."
Sahih Al-Bukhari, Book 53, Hadith 359

No comments:

Post a Comment