Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, April 22, 2020

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1146*❗

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1146*❗

*Sawal 1  : Wo kaunse Nabee ki qaum ke log they jo biwi aur shohar mein judayee kar dene wala jadu sikh gaye they ?*

A. Musa Alaihi Salam
B. Ibrahim Alaihi Salam
C. Dawud Alaihi Salam
D. Adam Alaihi salam
E. Yusuf Alaihi Salam
F.  Sulaiman Alaihi Salam
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilmaa
(Ya Allah mere ilm mein barkat de)

*Sawal 2 : Wo jadu unhone kis se sikha tha ?*

A. Yahudiyo ke rahibo se
B. Firaun se
C. Samri se
D. Farishto se
E. Shaitan se
F. Nasraniyo ke rahibo se
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilmaa
(Ya Allah mere ilm mein barkat de)




❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1146*❗

*Quiz 1 : Some people learned the magic by which they cause separation between man and his wife , that people belong to which Prophet ?*

A. Musa Alaihi Wasallam
B. Ibrahim Alaihi Salam
C. Dawud Alaihi Salam
D. Adam Alaihi salam
E. Yusuf Alaihi Salam
F.  Sulaiman Alaihi Salam
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilmaa
(Ya Allah mere ilm mein barkat de)

*Quiz 2 : They learned this magic by whom ?*

A. Jews scholar 
B. Firuan
C. Samri 
D. Angels
E. Devils
F. Nasraniyo se
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilmaa


✅ *Sahih Jawab : FD* 💐
---------
AL Quran : Aur unke peeche lag gaye jo Sulaimaan Alaihi salam ke Ahed e Sultanat mein shayateen padha karte the aur Sulaimaan Alahi salam ne kufr ki baat nahi ki, balke shaitaan hi kufr karte the ke logon ko jaadu sikhate the. Aur un baaton ke bhi (peeche lag gaye) jo Shehar e Babil me do Farishton (yaani) Haroot aur Maroot par utri thi.
Aur wo donon kisi ko kuch nahi sikahte they jab tak ke ye na keh dete ke hum toh (zariye) Aazmayish hai.Tum kufr me na pado.
phir log unse (aisa) jaadu seekhte jisse Miya biwi me judayi daal dein. Aur Allah ke hukm ke siwa wo uss (jaadu) se kisi ka kuch bhi nahi bigaad sakte the.
Aur kuch aise (mantar) seekhte jo unko nuqsaan hi pahuchate aur fayeda kuch na dete.Aur wo jaante the ke jo shaqsh aisee cheezon (yaani jadu aur mantar wagaira) ka khareedaar hoga,uska Aakhirat me koi hissa nahi.Aur jis cheez ke evaz unhone apni jaanon ko bech daala wo buri thi.Kaash wo (iss baat ko) jaante.
Surah Al-Baqara 2:102

✅ *Answer : FD* 💐
---------------
Al Quran : They followed what the Shayatin (devils) gave out (falsely of the magic) in the lifetime of Sulaiman (Solomon). Sulaiman did not disbelieve, but the Shayatin (devils) disbelieved, teaching men magic and such things that came down at Babylon to the two angels, Harut and Marut, but neither of these two (angels) taught anyone (such things) till they had said, "We are only for trial, so disbelieve not (by learning this magic from us)
 And from these (angels) people learn that by which they cause separation between man and his wife, but they could not thus harm anyone except by Allah's Leave. And they learn that which harms them and profits them not. And indeed they knew that the buyers of it (magic) would have no share in the Hereafter. And how bad indeed was that for which they sold their ownselves, if they but knew.
Surah Al-Baqara 2:102

No comments:

Post a Comment