Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, April 19, 2020

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1143*❗

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1143*❗

Ek baar  RasoolAllah SalAllahu Alaihi wasalam ne ek sher padhne wale shaksh ki tarif karte huye farmaya ki ek sher padhne wala sabse sach baat jo kah sakta hai wo isne kahi 

*Sawal  : Us shaksh ne kaunsi baat kahi thi ?*

A. Allah Sare jhuthe mabudo ka bhi sachcha mabud hai
B. Allah apno aur gairo sabko khila pila raha hai
C. Allah ke siwa har cheez batil hai
D. Allah mera RABB hai main uske saath kisi ko sharik nahi karta
E. Allah ne Aapko waisa banaya jaisa Aap chahte they
F. Allah ne aapko Khatamul Nabee banakar bheja hai
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilman

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1143*❗

Once  RasoolAllah SalAllahu Alaihi wasalam appriciated the few words of a poet and said that this is the most true words which can be said by a poet

*Sawal  : What words that was ?*

A. Allah is the onle true God of All false God
B. Allah is feeding to everybody whether they worship him or not
C. Everything except Allah is perishable 
D. Allah is my Lord I dont ascribe anything with him
E. Allah has created you as u wanted to be
F. Allah has sent you as the final messenger in this world
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilman


✅ *Sahih Jawab : C* 💐
-------
RasoolAllah SalAllahu Alaihi wasalam  ne farmaya sabse sachchi baat jo ek shayar kah sakta tha wo Labid Shayar ne kahi ki Allah ke siwa har cheez batil hai
Sahih Bukhar 3841


✅ *Answer : C* 💐
-------
RasoolAllah SalAllahu Alaihi wasalam said, "The most true words said by a poet was the words of Labid." He said, Verily, Everything except Allah is perishable 
Sahih Bukhari,  Book 58, Hadith 181

No comments:

Post a Comment