Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, April 13, 2020

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1138*❗

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1138*❗

*Sawal 1 : Inmein se wo kaun hai jisko duniya mein ye saza di gayee thi ki wo sabko kahta phirta tha mujhe mat chuna (mat touch karna) ?*

*Sawal 2 : Inmein se wo kaun hai jisko ye azab diya gaya ki uske dono haath tut gaye  ?*

A. Abu Jahal
B. Namrud
C. Uqba bin mueet
D. Haman
E. Samri
F. Qarun
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma

*Note : Agar kisi ka Jawab G yani inmein se koi nahi ho to Sahi jawab answer mein likhna*


❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1138*❗

*Quiz 1 : To whom this punishment was given that he used to say to the people "Don't Touch me" ?*

*Quiz 2 : To whom this punishment was given that his both hands destroyed ?*

A. Abu Jahal
B. Namrud
C. Abu Lahab
D. Haman
E. Samri
F. Qarun
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma

*Note : if Answer is G (None of the above) then must write correct answer in comments*


✅ *Sahi Jawab : EG* 💐
------
E - Samri
G - Abu Lahab
--------
Musa Alaihi salam  ne kaha aur Samri,tera kya muamla hai  usne jawab diya Maine wo cheez dekhi jo in logo ko nazar na aayi ,
maine Rasool ke naqsh qadam se ek mutthi utha li aur usko daal diya mere nafs ne mujhe kuch aisa hi samjhaya,
Moosa Alaihi Salam ne kaha achcha tu ja ab zindagi bhar tujhe yahi pukarte rehna hai ki mujhe na choona aur tere liye baazpurs ka ek waqt muqarrar hai jo tujhse hargiz na talega aur dekh apne us khuda ko jisper tu rijha hua tha,ab hum use jala dalenge aur reza reza karke darya me baha denge .
Surah Taha (20) 95-97

Abu Lahab ke dono haat toot gaye aur woh halak ho gaya uska maal aur jo kuch usne kamaya uske kuch kaam na aaya.
Surah Al Masad (111) 1-2



✅ *Answer : EG* 💐
------
E - Samri
G - Abu Lahab
------
Al Quran : [Moses] said, "And what is your case, O Samiri?" 
He said, "I saw what they did not see, so I took a handful [of dust] from the track of the messenger and threw it, and thus did my soul entice me. Musa (Moses) said: "Then go away! And verily, your (punishment) in this life will be that you will say: Don't Touch me and verily (for a future torment), you have a promise that will not fail. And look at your ilah (god) to which you have been devoted. We will certainly burn it, and scatter its particles in the sea.
Surah Taha (20), 95-97

Al Quran : Perish the two hands of Abu Lahab (an uncle of the Prophet) and perish he!
His wealth and his children will not benefit him!
Surah Al-Masad (5) , 1-2


No comments:

Post a Comment