Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, April 20, 2020

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1144*❗

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1144*❗

*Allah subhnahu ne Quran mein insan ki fitrat bayan karte huye irshad farmaya ki insan kahta hai "رَبِّي أَهَانَنِ- Rabbi Ahanan"*

*Sawal 1  : رَبِّي أَهَانَنِ- Rabbi Ahanan ka matlab kya hai ?*

A. Mere Rabb ne mujhe ezzat bakhshi
B. Mere Rabb ne mujhe rizq ata kiya
C. Mere Rabb ne mujhe zaleel kiya
D. Mere Rabb ne mujhe maut de di
E. Mere Rabb ne mujhe mohlat di
F. Mere Rabb ne mujhe Muqrrab bana diya
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilman


*Sawal 2  : Insan Aisa kab kahta hai ?*

A. Jab usko koi achchi naimat milti hai
B. Jab uska Rizq kam kar diya jata hai
C. Jab usko jihad ke liye bulaya jata hai
D. Jab uski maut ka waqt kareeb aata hai
E. Jab uske kisi azeez ki wafat ho jati hai
F. Jab usko zakat nikalne ko kaha jata hai
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilman


❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1144*❗

*Allah subhnahu says in Quran that man says "رَبِّي أَهَانَنِ- Rabbi Ahanan"*

*Sawal 1  : What is the mean of  رَبِّي أَهَانَنِ- Rabbi Ahanan ?*

A. My Lord has honour me
B. My Lord has given provision to me
C. My Lord has humiliated me
D. My Lord has given death to me
E. My Lord has given time to me
F. My Lord has made me nearer to him
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilman


*Sawal 2  : When did the man say this ?*

A. When he got any blessings
B. When his provision restricts 
C. When he is being called for Jihad
D. When his death time come nearer 
E. When he lost his beloved thing
F. When he is being asked for the charity
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilman


✅ *Sahih Jawab : CB* 💐
-----
Al Quran : Magar Insan Ajeeb Makhlooq hai ki  uska Rabb usko aazmata hai aur usey ezzat deta hai aur naimat bakhshta hai toh kahta hai  "Rabbi Akraman" (mere Rabb ne mujhe ezzat bakhshi ) , magar dusri tarah  aazmata hai ki us per rozi tang kar deta hai toh kahta hai ki "Rabbi Ahanan" (mere Rabb ne mujhe zaleel kiya), Nahi balki tum log yateem  ki khatir nahi karte, aur na Miskeen ko khana khilane ki targheeb dete ho aur Meeraas ke maal ko samet kar kha jate ho, aur maal ko bahut hi azeez rakhte ho 
Surah Al-Fajr(89), 15-20

✅ *Answer : CB* 💐
------
And as for man, when his Lord tries him and [thus] is generous to him and favors him, he says, "My Lord has honored me."
But when He tries him and restricts his provision, he says, "My Lord has humiliated me.
No! But you do not honor the orphan, And you do not encourage one another to feed the poor.
And you consume inheritance, devouring [it] altogether, And you love wealth with immense love.
Surah Al-Fajr(89), 15-20

No comments:

Post a Comment