❗ Only-Quran-Hadith
Quiz-345❗
❗Dono sawalo ke
jawab is tarah dijiyega AB / DC
Sawal 1 : Inme se wo kaunsi dua hai jo lafz Subhan se shuru hoti hai ?
A. Ghar se bahar nikalne ki dua
B. Masjid mein dakhil hone ki dua
C. Sawari par sawar hone ki dua
D. Hajj ke liye Ihram pahnne ki dua
E. Inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
Sawal 2 : Wo dua Quran majid ki kaunsi surah mein hai ?
A. Surah Baqarah
B. Surah Aal-e-imran
C. Surah Zumar
D. Surah Zukhruf
E. Quran mein wo dua nahi hai
F. Sahi jawab ka intezar hai
❗Kindly reply both
quiz like this AC / DC
Quiz 1 : What is that dua among below , which begin with Subhan ?
A. Dua while exit rom home
B. Dua while enterting in Masjid
C. Dua while riding on a vehicle
D. Dua while wearing ehram for Hajj
E. None of the above
F. I want to know
Quiz 2 : In which surah that dua is mentioned in Quran ?
A. Surah Baqarah
B. Surah Aal-e-imran
C. Surah Az-Zumar
D. Surah Az-Zukhruf
E. Its not mention in Quran
F. I want to know
Sahi Jawab CD
-----------
✦ Al Quran : Aur
jisne tamam qism ke haiwanat paida kiye aur tumhare liye kashtiyan aur charpaye
banaye jin par tum sawar hote ho, taaki tum unki peeth par chadh baitho aur
apne RABB ka ehsan yaad karo aur kaho ki
سُبْحَانَ الَّذِي سَخَّرَ لَنَا هَـٰذَا وَمَا كُنَّا لَهُ مُقْرِنِينَ
وَإِنَّا إِلَىٰ رَبِّنَا لَمُنقَلِبُونَ
Subhanallazi Sakhkhara lana haza wama kunna, lahoo muqrineen, wa inna ila
Rabbina Lamunqalibun
Wo Paak hai jisne isko hamare qabu mein kar diya aur hum mein taqat na thi
ki isko qabu mein kar lete aur hamko apne RABB ki taraf hi laut kar jana hai
Surah Az-Zukhruf (43), 12-14
--------
✦ Al Quran : And
Who has created all the pairs and has appointed for you ships and cattle on
which you ride, In order that you may mount on their backs, and then may
remember the Favour of your Lord when you mount thereon, and say:
سُبْحَانَ الَّذِي سَخَّرَ لَنَا هَـٰذَا وَمَا كُنَّا لَهُ مُقْرِنِينَ
وَإِنَّا إِلَىٰ رَبِّنَا لَمُنقَلِبُونَ
Subhanallazi Sakhkhara lana haza wama kunna, lahoo muqrineen, wa inna ila
Rabbina Lamunqalibun
"Glory to Him Who has subjected this to us, and we could never have it
(by our efforts).And verily, to Our Lord we indeed are to return!"
Surah Zukhruf (43), 12-14
No comments:
Post a Comment