❗
Only-Quran-Hadith Quiz-331❗
❗ jawab is tarah dijiyega AB..CDE..ABDE..
Sawal : Inmein se wo kaunse inaamat hain jo Allah subhanahu ki taraf
se shaheed ko diye jaate hain ?
A. Khoon ka pahla qatra girte hi uski bakhshish ho jati hai
B. Jannat mein apna thikana dekh leta hai
C. Azab e Qabr se mehfooz rahta hai
D. uske sir par ezzat wala yaqut ka taaj rakha jata hai
E. uski shadi jannat ki 72 Hur Al Ain se ki jati hai
F. uske 70 rishtedaro ke haq mein uski shafaat qubul ki jati hai
G. Uski rooh Arsh ka tawaf karti rahti hai
H. Sahi jawab ka intezar hai
------------
❗ Only-Quran-Hadith
Quiz❗
❗ Kindly reply like
this. AB..CDE..ABDE..
❗ What are the
rewards with Allah for the martyr among below ?
A. He is forgiven with the first flow of blood (he suffers),
B. He is shown his place in Paradise,
C. He is protected from punishment in the grave
D. The crown of dignity with yaqut is placed upon his head
E. He is married to seventy two wives from Al-Huril-'Ayn of Paradise,
F. And he may intercede for seventy of his close relatives."
G. His soul do tawaf of Arsh
H. I want to know
Sahi jawab AB CD EF
------------
✦ Al-Miqdam bin
Ma'diykarib Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi
wasallam ne farmaya
Allah subhanahu ke waha Shaheed ke liye 6 inamaat hain
1. Khoon ka pahla qatra girte hi uski bakhshish ho jati hai
2. Jannat mein apna thikana dekh leta hai
3. Azab e Qabr se mehfooz rahta haia aur Qayamat ki wahshat aur
khufnak manzar se aman mein aa jata hai
4. Uske sir par ezzat wala yaqut ka taaj rakha jata hai jo duniya aur
jo kuch usmein hai us se behtar hai
5. Aur uski shadi jannat ki 72 Hur Al Ain (badi aankho wali hooron) se
ki jati hai
6. Aur uske 70 rishtedaro ke haq mein uski shafaat qubul ki jati hai
jamia Tirmizi, Jild 1, 1713-Hasan
Answer AB CD EF
--------------------
✦ Narrated Al-Miqdam
bin Ma'diykarib Radi Allahu Anhu That
the Messenger of Allah (ﷺ) said
There are six rewards with Allah for the martyr.
1. He is forgiven with the first flow of blood (he suffers),
2. He is shown his place in Paradise,
3. He is protected from punishment in the grave, secured from the
greatest terror ( on Qayamah)
4. The crown of dignity with Yaqut is placed upon his head - and its
gems are better than the world and what is in it -
5. He is married to seventy two wives from Al-Huril-'Ayn of Paradise,
6. And he may intercede for seventy of his close relatives."
jamia Tirmizi, Book 20, 1663-Hasan
No comments:
Post a Comment