Sawal : Inmein se kiske liye Jannat mein Allah subhanahu mehmani ka saman
karegs ?
A. Jo Waldein ki achchi khidmat karega
B. Jo Subah sham Masjid mein baar baar (Namaz padhne ke liye) hazir hoga,
C. Jo Subah Sham Miskeen ko aisa khana khilayega jo khud khata ho
D. Jo Subah sham achchi aawaz mein Quran padhta ho
E. Jo Kisi musalman ki madad karega
F. Jo logo ke saath narmi karega
F. Jo logo ke saath narmi karega
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai
-----------------
Quiz : For whom Allah will prepare an honorable place in Paradise with good hospitality
A. Who take care of his parents every morning and evening.
B. Who goes to the mosque (every) morning and afternoon (for the
congregational prayer)
C. Who feed poor every
morning and evening with the same kind of food what he eat
D. Who recite Quran every
morning and afternoon with good voice
E. The one who help
believers
F. The one who being soft
with the people in all way
G. None of the above
H. I want to know
Sahi jawab B
--------------------------
✦ Abu Hurairah Radi
Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne
farmaya Jo shakhs masjid mein subah sham
baar baar (Namaz padhne ke liye) hazir hoga, Allah subhanahu Jannat mein uski
mehmani ka saman karega
Sahih Bukhari, Jild 1,662
-------------------
✦ Narrated Abu
Huraira Radi Allahu Anhu The Prophet (ﷺ) said, " who goes to the mosque
(every) morning and in the afternoon (for the congregational prayer) , Allah
will prepare for him an honorable place in Paradise with good hospitality
Sahih Bukhari, Book 11, Hadith 631
No comments:
Post a Comment