Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, March 12, 2018

❗ Only-Quran-Hadith Quiz-340❗



Only-Quran-Hadith Quiz-340

- Rasool-Allah sal-alalahu alaihi wasallam ek baar jab beemar ho gaye aur ek ya do raat ( tahajjud ki namaz mein) na uth sake to ek aurat  Aap sal-allahu alaihi wasallam ke paas aayee aur kahne lagi Muhammed (sal-alalahu alaihi wasallam) mera khayal hai ki (nawuzibillah) tumhare shaitan ne tumhe chorh diya hai , is par Allah subhanahu ne ek surah ki aaytein nazil farma di

Sawal 1 : Wo Aurat kaun thi jisne ye gustakhi ki thi ?

A. Abu jahal ki biwi
B. Abu lahab ki biwi
C. Hinda bint utbah
D. Abu sufyan ki biwi
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai

Sawal 2 : Allah subhanahu ne us waqt kaunsi surah ki aayatein nazil farma di ?

A. Surah Ad-Duha
B. Surah Al-Kauther
C. Surah Al Muzammil
D. Surah Al Fajr
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai

Only-Quran-Hadith Quiz

- Once the Prophet Sal-Allahu Alaihi wasallam fell ill and did not offer the night prayer (Tahajjud prayer) for a night or two. A woman  came to him and said, "O Muhammad ! I do not see but that (nawuzibillah) your Satan has left you." Then Allah revealed the verses of a surah

Quiz 1 : Who was that woman ?

A. The wife of Abu Jahal
B. The wife of Abu lahab
C. Hinda bint utbah
D. The wife of Abu sufyan
E. None of the above
F. I want to know

Quiz 2 : On that time which surah's verses Allah revealed ?

A. Surah Ad-Duha
B. Surah Al-Kauther
C. Surah Al Muzammil
D. Surah Al fajr
E. None of the above
F. I want to know


Sahi Jawab BA
-----------
Jundub bin Abdullah Radi allahu anhu se suna ki Rasool-Allah sal-alalahu alaihi wasallam ek baar jab beemar ho gaye aur ek ya do raat (tahajjud ki namaz mein) na uth sake to ek aurat (Abu lahab ki biwi) Aap sal-alalahu alaihi wasallam ke paas aayee aur kahne lagi Muhammed ( sal-alalahu alaihi wasallam) mera khayal hai ki (nawuzubillah) tumhare shaitan ne tumhe chorh diya hai , is par Allah subhanahu ne Surah Ad duha ki aayate nazil farma di

وَالضُّحَىٰ          

وَاللَّيْلِ إِذَا سَجَىٰ

مَا وَدَّعَكَ رَبُّكَ وَمَا قَلَىٰ

Qasam hai din ki roshni ki aur raat ki jab wo qarar pakde ki Aapke RABB ne aapko na chorha hai aur na wo aapse khafa hua hai
Sahih Bukhari, 4983
---------------
Narrated Jundub Radi Allahu anhu Once the Prophet () fell ill and did not offer the night prayer (Tahajjud prayer) for a night or two. A woman (the wife of Abu Lahab) came to him and said, "O Muhammad ! I do not see but that your Satan has left you." Then Allah revealed (Surat-Ad-Duha):
وَالضُّحَىٰ          
 وَاللَّيْلِ إِذَا سَجَىٰ           
 مَا وَدَّعَكَ رَبُّكَ وَمَا قَلَىٰ
'By the fore-noon, and by the night when it darkens (or is still); Your Lord has not forsaken you, nor hated you.' (93)
Sahih Bukhari, Book 61, Hadith 506


No comments:

Post a Comment