Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, July 26, 2017

❗Only-Quran-Hadith Quiz-199❗


Only-Quran-Hadith Quiz-199

Sawal: Ek sahabi they jo Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam se hadith sunte aur bhul jate they jab unhone ye baat aapse ki to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne apne haath se lap (chullu) banaya aur unki chadar mein daal diya aur unhone usko apne badan se laga liya phir uske baad se wo phir koi hadith nahi bhule, wo khushnaseeb sahabi kaun they ?
A. Abu Hurairah Radi Allahu anhu
B. Abu saeed khudri Radi Allahu Anhu
C. Anas bin malik radi allahu anhu
D. Ibn Abbas radi allahu anhu
E. Sahi jawab ka intezar hai
----------
Quiz: There was a sahabi who used to listen ahadith from Prophet sallallahu alaihi wasallam but he used to forget, he told to Prophet about this , The Prophet sallallahu alaihi wasallam moved both his hands as if scooping something and emptied them in the covering sheet of that Sahabi , and after that he never forgot any hadith, Who was that lucky Sahabi ?
A. Abu Hurairah Radi Allahu anhu
B. Abu saeed khudri Radi Allahu Anhu
C. Anas bin malik radi allahu anhu
D. Ibn Abbas radi allahu anhu
E. I want to know


Sahi jawab A
Abu hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai maine Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam se arz kiya ki Ya Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam maine aapse bahut see ahadith aaj tak suni hai lekin main unhe bhul jata hu , Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya apni chadar phailao aur aapne apne haath se ek lap (chullu) bhar kar chadar mein daal diya aur farmaya isko apne badan se laga lo, phir maine badan se laga liya aur uske baad kabhi koi hadith nahi bhula
Sahih al-Bukhari , Jild 5, 3648 
------------------------
 

Answer A
Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu I said, "O Allah's Messenger Sallallahu Alaihi wasallam I hear many narrations from you but I forget them." He said, "Spread your covering sheet." I spread my sheet and he moved both his hands as if scooping something and emptied them in the sheet and said, "Wrap it." I wrapped it round my body, and since then I have never forgotten.
Sahih Bukhari, Book 56, Hadith 841

1 comment: