❗Only-Quran-Hadith
Quiz-184❗
Sawal:Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne inmein se kiske liye
farmaya ki wo jannat mein dakhil nahi hoga
A. Sood khane wala
B. Zina karne wala
C. Apne waldein ki nafarmani karne wala
D. Namaz nahi padhne wala
E. Sahi jawab ka intezar hai
-----------------------
Quiz: For whom the Prophet sallallahu alaihi wasallam said that he will not
enter Paradise:
A. The one who ead RIba(usuary)
B. The one who commits adultery
C. The one who disobeys his parents
D. The one who dont pray
E. I want to know
Correct ans is C. Apne waldein ki nafarmani karne wala
--------------------
قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم ثَلاَثَةٌ لاَ يَدْخُلُونَ الْجَنَّةَ الْعَاقُّ لِوَالِدَيْهِ وَالْمُدْمِنُ
عَلَى الْخَمْرِ وَالْمَنَّانُ بِمَا أَعْطَى
--------------
Abu Dharr Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah sallallahu alaihi
wasallam ne farmaya
teen tarah ke log kabhi jannat mein dakhil nahi honge
pahla apne waldein ki nafarmani karne wala dusra sharab peene ka aadi aur
teesra Ehsana karke jatanewala
Sunan Nasaii, Vol 2, 473-Hasan
Sunan Nasaii, Vol 2, 473-Hasan
Answer C
It was narrated from Abu Dharr Radi allahu anhu that the Prophet sallallahu
alaihi wasallam said there are three who will not enter Paradise: The one who
disobeys his parents, the drunkard, and the one who reminds people of what he
has given them."'
Sunan Nasaii, Book 23, # 2563-Hasan
No comments:
Post a Comment