Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, July 26, 2017

❗Only-Quran-Hadith Quiz-194❗


Only-Quran-Hadith Quiz-194

Sawal: Rasool-Allah Sallallahu-Alaihi-Wasallam ne kiske liye ye kaha tha ki main jannat mein unka ghar ya mahal dekha aur phir farmaya ki maine andar jana chaha magar unki gairat ka khayal aa gaya (isliye nahi gaya ) ?

A. Abu bakr radi allahu anhu
B. Umar radi allahu anhu
C. Uthman radi allahu anhu
D. Ali radi allahu anhu
E. I want to know
-------------
Quiz: For Whom the Prophet Sallallahu-Alaihi-Wasallam said that "I entered Paradise and saw in it a house or a palace , I intended to get into it but I thought of his feelings ( So I didnt go)


A. Abu bakr radi allahu anhu
B. Umar radi allahu anhu
C. Uthman radi allahu anhu
D. Ali radi allahu anhu
E. I want to know

Sai Jawab B
Hadith: Jabir Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu-Alaihi-Wasallam ne farmaya mein jannat mein gaya aur wahan ek ghar ya mahal dekha mainey pucha ye kiska hai ? unhoney ( farishton ne) ne kaha ye Umar bin khattab Radi-Allahu-Anhu ka hai mainey andar jana chaha phir tumhari gairat ka mujhe khayal aaya ye sunkar hazrat umar roye aur arz ki YA Rasoollallah Sallallahu-Alaihi-Wasallam kya main aapkey jane se gairat karta ?
Sahih Muslim, Vol 6, 6198
-----------------------

Answer B
Jabir may Allah be pleased with him reported Allah's Messenger Peace be upon him as saying: I entered Paradise and saw in it a house or a palace. I said: For whom is it belong to ? They (the Angels) said: It is for 'Umar b. Khattab may Allah be pleased with him . I intended to get into it but I thought ofyour feelings. Thereupon 'Umar may Allah be pleased with him wept and said: O Apostle of Allah Peace be upon him , could I feel any jealousy in your case?

Sahih Muslim Book 031, Number 5896

No comments:

Post a Comment