Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, July 26, 2017

❗ Only-Quran-Hadith Quiz-177❗


 Only-Quran-Hadith Quiz-177

Sawal: Rasool-Allah Sal-Alalahu Alaihi wasallam ne khwab mein dekha ki ek shaksh ka sir paththar se kuchla ja raha tha ...uski do wajah thi ..wo wajah kaunsi hain...Jawab is tarah se 2 dena ...AC ya BD ya AE ....

A. Quran ka hafiz tha aur us se gafil raha
B. Farz namaz padhe bagair so jaya karta tha
C. Zina kiya karta tha
D. Sharab peene ka aadi tha
E. Zakat nahi diya karta tha
F. Zalim Baadhshaa tha
G. Haram ko halal bana deta
H. Geebat kiya karta tha
I. Sahi Jawab ka intezar hai
--------------

Quiz: The Prophet Sal-Alalahu Alaihi wasallam saw in a dream that A person's head was being crushed with a stone because of two reason..
Whats was those two reason..pls give 2 reply like this ..AC or BD or EF ..

A. Learnt the Quran but never acted on it
B. Slept ignoring the compulsory prayers
C. used to do illegal intercourse(Zina)
D. Used to drink alchohal (Wine)
E. Not to pay charity
F. Unjust ruler
G. Used to make legal ( Halal) to illegal (haram)
H. Ueed to backbite
I. I want to know


Sahi jawab AB

Samura bin Jundab Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne khwab bayan karte huye farmaya ki jiska sir paththar se kuchla ja raha tha wo Quran ka hafiz tha magar wo Quran se gafil ho gaya aur Farz namaz padhe bagair so jaya karta tha 
Sahih Bukhari, Jild 2, 1143
-----------
समुरा बिन जुन्दब रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने ख्वाब बयान करते हुए फरमाया की जिसका सिर पत्थर से कुचला जा रहा था वो क़ुरान का हाफ़िज़ था मगर वो क़ुरान से गाफ़िल हो गया और फ़र्ज़ नमाज़ पढ़े बगैर सो जाया करता था 
सही बुखारी, जिल्द 2, 1143
--------------

Answer AB

----------------------
Narrated Samura bin Jundab Radi Allahu Anhu The Prophet () said in his narration of a dream that he saw, "He whose head was being crushed with a stone was one who learnt the Qur'an but never acted on it, and slept ignoring the compulsory prayers.
Sahih Bukhari, Book 21, Hadith 244

No comments:

Post a Comment