Search Hadith

Video of the week

Traffic

A visitor from Chandigarh viewed 'Search results for Sawal' 29 mins ago
A visitor from Haryana viewed 'Hadith: Jahannami aur jannati l' 34 mins ago
A visitor from Al madinah viewed '✦ Hadith : Jo kuch duniya mein' 49 mins ago
A visitor from Bengaluru viewed '♥ 40 Rabbana Dua - Roman Transl' 50 mins ago
A visitor from Kuwait city viewed 'Duniya-Aakhirah ( World-Hereaft' 1 hr 19 mins ago
A visitor from Riyadh viewed 'Hadith : Chaar cheeze khushiyo' 1 hr 27 mins ago
A visitor from Virginia viewed 'Hadith: Tum Mein se jo shaksh k' 2 hrs 21 mins ago
A visitor from Riyadh viewed 'Achchey Aamal ( Good Deeds)' 2 hrs 40 mins ago
A visitor from Haryana viewed '❗ Only-Quran-Hadith Quiz 451 ❗' 2 hrs 48 mins ago
A visitor from Islamabad viewed '✦ Allah Subhanahu ki Muhabbat H' 3 hrs 53 mins ago

Total Pageviews

4,427,279

Category

Search Hadith

Wednesday, July 26, 2017

❗ Only-Quran-Hadith Quiz-176 ❗

  Only-Quran-Hadith Quiz-176 

Sawal: Jab musalman par koi museebat aati hai to wo ye aayat padhte hain
إِنَّا لِلَّهِ وَإِنَّا إِلَيْهِ رَاجِعُونَ 
inna lillahi wa inna ilaihi rajeuun
is aayat ka matlab kya hai ?
A.
Allah ke siwa koi zinda rahne wala nahi
aur hum sabko bhi maut aane wali hai
B.
Allah hi maut deta hai
aur humko bhi wo ek din maut dega
C.
Har cheez ka malik Allah hai,
Aur Wo imaan walo se razi hota hai
D.
Hum to ALLAH ke liye hain aur
hum usi ki taraf laut kar jane wale hain
E.
Sahi jawab ka intezar hai
---------
Quiz: When a true believer afflicted with calamity he says
inna lillahi wa inna ilaihi rajeuun
إِنَّا لِلَّهِ وَإِنَّا إِلَيْهِ رَاجِعُونَ 
what is the meaning of this verse ?
A.
Nobody will alive except Allah ,
And also We have to die one day
B.
It is Allah who give death
and one day he will give us death
C.
Everything is belong to Allah
and he is pleased with the believers
D.
To ALLAH We belong,
and to Him is our return
E.
I want to know



Sahi jawab D
------------------------
Bismillahirrahmanirrahim

155
وَلَنَبْلُوَنَّكُم بِشَيْءٍ مِّنَ الْخَوْفِ وَالْجُوعِ وَنَقْصٍ مِّنَ الْأَمْوَالِ وَالْأَنفُسِ وَالثَّمَرَاتِ ۗ وَبَشِّرِ الصَّابِرِينَ

156
الَّذِينَ إِذَا أَصَابَتْهُم مُّصِيبَةٌ قَالُوا إِنَّا لِلَّهِ وَإِنَّا إِلَيْهِ رَاجِعُونَ

157
أُولَـٰئِكَ عَلَيْهِمْ صَلَوَاتٌ مِّن رَّبِّهِمْ وَرَحْمَةٌ ۖ وَأُولَـٰئِكَ هُمُ الْمُهْتَدُونَ

Surah Baqara 
-----------------
Al Quran : Aur hum tumhe kuch khauff aur bhook aur maalon aur jaano aur phalon(fruits) ke nuqsan se jarur aazmayenge, aur sabr karne walon ko khushkhabri de do. Wo log ki jab unhe koi museebat aati hai to kahte hain "inna lillahi wa inna ilaihi rajeoon" 
(Hum to ALLAH ke hain aur hum usi ki taraf laut kar jane wale hain) 
ye log hain jin par unke RAB ki taraf se meharbaniyan hain aur rahmat hai aur yahi log hidayat pane wale hain 
Al Quran, Surah Baqara 2 , Aayat 155-157
-----------------------
Answer  D
Al Quran : And We will surely test you with something of fear and hunger and a loss of wealth and lives and fruits, but give good tidings to the patient, Who, when disaster strikes them, say, "Indeed we belong to Allah, and indeed to Him we will return." Those are the ones upon whom are blessings from their Lord and mercy. And it is those who are the [rightly] guided. Al Quran, Surah Baqara 2 , Aayat 155-157

No comments:

Post a Comment