❗ Only-Quran-Hadith Quiz-178 ❗
-----------------
-----------------
Sawal: Hadith ke hisab se ALLAH ki kitab ko sabse
umdah (achchi tarah) parhne wale kaunse sahabi they?
Quiz : Accodring Hadith ,
Who was the best in reciting the Book of Allah ?
A. Abdullah bin masood radi allahu anhu
B. Ubai bin Kaab radi allahu anhu
C. Muaz bin jabal radi allahu anhu
D. Abu Ubaidah bin Al jarrah radi allahu anhu
E. I want to know

Sahi jawab hai B
Bismillahirrahmanirrahim
عَنْ أَنَسِ بْنِ مَالِكٍ، أَنَّ رَسُولَ اللَّهِ ـ صلى الله عليه وسلم ـ قَالَ
أَرْحَمُ أُمَّتِي بِأُمَّتِي أَبُو بَكْرٍ وَأَشَدُّهُمْ فِي دِينِ اللَّهِ عُمَرُ وَأَصْدَقُهُمْ حَيَاءً عُثْمَانُ
وَأَقْضَاهُمْ عَلِيُّ بْنُ أَبِي طَالِبٍ وَأَقْرَؤُهُمْ لِكِتَابِ اللَّهِ أُبَىُّ بْنُ كَعْبٍ
Anas Bin malik Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Meri Ummat mein sabse ziyada Raham Dil Abu Bakr Radi-Allahu-Anhu hain. Aur unmein se ALLAH ke deen ke bare mein sabse zyada sakht Umar Radi Allahu Anhu hain , haya ke aitbar se sabse sachche Uthman Radi Allahu Anhu hain aur sabse achcha faisla karne wale Ali bin Abu Talib Radi Allahu Anhu hain , ALLAH ki kitab ko sabse umdah parhney waley Ubai bin Kaab Radi Allahu Anhu hain
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 154-Sahih
-------------

Answer B
Narrated Anas bin Malik may ALLAH be pleased with him that the Messenger of Allah Peace be upon him said: “The most merciful of my Ummah towards my Ummah is Abu Bakr; the one who adheres most sternly to the religion of Allah is Umar; the most sincere of them in shyness and modesty is Uthman; the best judge is Ali bin Abu Talib; the best in reciting the Book of Allah is Ubayy bin Kab

No comments:
Post a Comment