Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-Hadith: Koi shakhs paani peeye to (paani ke) bartan mai (paani peete huwe) saans na le
Abdullah bin Abi Qatada ne aap ne walid radi allahu anhuma se farmate huwe suna ke Rasool-Allahu Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab
tum mein se koi shakhs paani peeye to (paani ke) bartan mai (paani peete huwe) saans na le aur jab tum mein se koi shakhs peshab kare to dahine haath (right hand) se zakar (penis) ko na chuye aur jab istinja kare to dahine hath (right hand) se na kare
{Sahih Bukhari Vol.6, 5630}
-------------------------- --------------------
Narrated Abu Qatada: Allah's Messenger Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "When you drink (water), do not breath in the vessel; and when you urinate, do not touch your penis with your right hand. And when you cleanse yourself after defecation, do not use your right hand."
{Sahih Bukhari : Vol. 7, Book 69, Hadith 534}
No comments:
Post a Comment