Bismillahirrahmanirrahim
✦ AL Quran : Beshak jo log yateemo ka maal nahaq khate hain wo apne pet aag se bharte hain aur anqareeb (wo) aag mein dakhil honge
Surah An-Nisa(4) , Verse 10
✦ Al Quran : Magar insaan ( Ajeeb Makhluq hai ki) jab uska RAB usko Aazmata hai to usey Ezzat deta aur Naimat bakshta hai to kahta hai ki Mere RAB ne mujhe Ezzat bakhshi aur Jab ( Insan ko uska RAB dusri tarah) Aazmata hai ki us par rozi tang kar deta hai to kahta hai ki Mere RAB ne mujhe Zaleel kiya, Nahi balki tum log Yateem ki khatir ( dekhbhal) nahi karte aur na Miskeen ko khana khilane ki targheeb dete ho aur Meeras (wirasat) ka maal samet kar kha jate ho aur Maal ko bahut hi Azeez rakhte ho
Al Quran, Surah Fajr, Chapter 89,Verse 15-20
✦ Hadith: Sahl bin Sa'd Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki Main aur Yateem ki parwarish karne wala Jannat mein is tarah saath honge aur Aapne shahdat aur darmiyani ungliyon ke ishaare se (dono ka kareeb hona) bataya
Sahih Bukhari, Vol 7, 6005
----------
-------------------------- ------------------------
✦ Al Quran : Verily, those who unjustly eat up the property of orphans, they eat up only fire into their bellies, and (they) will be burnt in the blazing Fire
Surah An-Nisa(4) , Verse 10
✦ Al Quran : As for man, when his Lord tries him by giving him honour and bounties, then he says (in exultation): "My Lord has honoured me. But when He tries him by straitening his means of life, he says: "My Lord has humiliated me!" Nay! But you treat not the orphans with kindness and generosity And urge not one another on the feeding of Al-Miskin (the poor)! And you devour the inheritance all with greed, And you love wealth with much love.
Al Quran, Surah Fajr,Chapter 89,Verse 15-20
✦ Hadith: Narrated Sahl bin Sa'd Radhi Allahu Anhu : The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "I and the person who looks after an orphan and provides for him, will be in Paradise like this," putting his index and middle fingers together. (same like both finger)
Sahih Bukhari, Book 73, No. 34

بیشک جو لوگ یتیموں کے مال ناحق طریقے سے کھاتے ہیں وہ اپنے پیٹوں میں نری آگ بھرتے ہیں، اور وہ جلد ہی دہکتی ہوئی آگ میں جا گریں گے
مگر انسان (ایسا ہے) کہ جب اس کا رب اسے آزماتا ہے اور اسے عزت سے نوازتا ہے اور اسے نعمتیں بخشتا ہے تو وہ کہتا ہے: میرے رب نے مجھ پر کرم فرمایا لیکن جب وہ اسے (تکلیف و مصیبت دے کر) آزماتا ہے اور اس پر اس کا رزق تنگ کرتا ہے تو وہ کہتا ہے: میرے رب نے مجھے ذلیل کر دیا یہ بات نہیں بلکہ تم یتیموں کی قدر و اِکرام نہیں کرتے. اور نہ ہی تم مسکینوں کو کھانا کھلانے کی ایک دوسرے کو ترغیب دیتے ہو. اور وراثت کا سارا مال سمیٹ کر (خود ہی) کھا جاتے ہو. اور تم مال و دولت سے حد درجہ محبت رکھتے ہو
حضرت سہل بن سعد رضی اللہ عنہ سے سنا ، ان سے نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ میں اوریتیم کی پرورش کرنے والا جنت میں اس طرح ہوں گے اور آپ نے شہادت اور درمیانی انگلیوں کے اشارہ سے ( قرب کو ) بتایا
--------------------------
✦ Al Quran : Verily, those who unjustly eat up the property of orphans, they eat up only fire into their bellies, and (they) will be burnt in the blazing Fire
Surah An-Nisa(4) , Verse 10
✦ Al Quran : As for man, when his Lord tries him by giving him honour and bounties, then he says (in exultation): "My Lord has honoured me. But when He tries him by straitening his means of life, he says: "My Lord has humiliated me!" Nay! But you treat not the orphans with kindness and generosity And urge not one another on the feeding of Al-Miskin (the poor)! And you devour the inheritance all with greed, And you love wealth with much love.
Al Quran, Surah Fajr,Chapter 89,Verse 15-20
✦ Hadith: Narrated Sahl bin Sa'd Radhi Allahu Anhu : The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "I and the person who looks after an orphan and provides for him, will be in Paradise like this," putting his index and middle fingers together. (same like both finger)
Sahih Bukhari, Book 73, No. 34
No comments:
Post a Comment