Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, April 16, 2015

Hadith: Momeen ki misaal podhe (fresh plant) ke sabse pahle nikli huyee hari shaakh ke jaisee hai




Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Momeen ki misaal podhe (fresh plant) ke sabse pahle nikli huyee hari shaakh ke jaisee hai

Kaab Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Nabee Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Momeen ki misaal podhe (fresh plant) ke sabse pahle nikli huyee hari shaakh ke jaisee hai ki hawa kabhi use jhuka deti hai aur kabhi bararabar kar deti hai, aur Munafiq ki misaal sanober ke darakht ke jaisee hai ki wo seedha hi khada rahta hai aur aakhir ek jhonke mein kabhi bhi ukahd jata hai .
{Sahih Bukhari, Vol 6, 5643}
-----------------------------------------

نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ مومن کی مثال پودے کی سب سے پہلی نکلی ہوئی ہری شاخ جیسی ہے کہ ہوا اسے کبھی جھکا دیتی ہے اور کبھی برابر کر دیتی ہے اور منافق کی مثال صنوبر کے درخت جیسی ہے کہ وہ سیدھا ہی کھڑا رہتا ہے اور آخر ایک جھوکے میں کبھی اکھڑ ہی جاتا ہے۔

صحیح بخاری جلد ۶ ۵۶۴۳
------------------------------------------
Narrated Kaab Radi Allahu Anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi wasallam said, "The example of a believer is that of a fresh tender plant, which the wind bends lt sometimes and some other time it makes it straight. And the example of a hypocrite is that of a pine tree which keeps straight till once it is uprooted suddenly.
{Sahih Bukhari, Vol 7, Book 70, No. 546}

No comments:

Post a Comment