Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, February 14, 2019

Hadith: Aisa mard jo apne Ghar ke andar burayee ko nahi rokta hai us par Jannat haram hai








*Bismillahirahmanirrahim*

✦ Hadith: Aisa mard jo apne Ghar ke andar burayee ko nahi rokta hai us par Jannat haram hai
----------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya 3 tarah ke logo par Allah Subhanahu ne Jannat haram Kar di hai, Sharab Ka aadi, Waliden Ka Nafarman, aur wo dayyus jo apne Ghar ke andar burayee ko nahi rokta hai
Musnad Ahmad 5372-Sahih
-----
رسول الله صلی علیہ وسلم نے فرمایا  تین افراد ہیں، اللہ سبحانه نے ان پر جنت کو حرام قرار دیا ہے، شراب پر ہمیشگی اختیار کرنے والا، والدین کا نافرمان اور وہ دیوث جو اپنے گھر کے اندر برائی کو نہیں روکتا ہے 
مسند احمد ٥٣٧٢ -صحیح 
-----
✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहु अलैही वसल्लम ने फरमाया ने फरमाया तीन  तरह के लोगों पर अल्लाह सुबहानहु ने जन्नत हराम कर दी है शराब का आदि, वालदेन ( माँ बाप ) का नाफरमान और  वो दययूस जो अपने घर के अंदर बेहयाई को नही रोकता है 
मसनद अहमद-5372-सही 
----
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said three types of people Allah Subhanahu have forbidden from entering paradise one addicted to alcohol, and disobeying his parents and (Dayooth) the one accepting and happy with filth (evil deeds) in his household 
Musnad Ahmad 5372-Sahih

Wednesday, February 13, 2019

Al Quran : Aur ye log Allah ke siwa aisee cheezo ki ibadat karte hain jo na kuch unka bigad sakti hai aur na bhala kar sakti hai






Bismillahirrahmnirrahim

✦ Al Quran : Aur ye log Allah ke siwa aisee cheezo ki ibadat karte hain jo na kuch unka bigad sakti hai aur na bhala kar sakti hai , aur kahte hain ki ye Allah ke yaha hamari sifarish karne wale hain , kah do ki kya tum Allah subhanahu ko batlate ho, jo usko aasmano aur zameen mein malum nahi ? wo paak hai aur  un logo ke shrik se buland hai 
Surah Yunus (10) , Aayat 18
-------
 القرآن : اور یہ (لوگ) الله کے سوا ایسی چیزوں کی پرستش کرتے ہیں جو نہ ان کا کچھ بگاڑ ہی سکتی ہیں اور نہ کچھ بھلا ہی کر سکتی ہیں اور کہتے ہیں کہ یہ الله کے پاس ہماری سفارش کرنے والے ہیں۔ کہہ دو کیا تم الله کو بتلاتے ہو جو اسے آسمانوں اور زمین میں معلوم نہیں ؟ وہ پاک ہے اوران لوگو ں کے شرک سے بلند ہے
سورة يونس (١٠) آیت ١٨ 
-------
✦ अल क़ुरान : और ये लोग अल्लाह के सिवा ऐसी चीज़ो की इबादत (पूजा) करते हैं जो ना कुछ उनका बिगाड़ सकती है और ना भला कर सकती है , और कहते हैं की ये अल्लाह के यहा हमारी सिफारिश करने वाले हैं , कह दो की क्या तुम अल्लाह सुबहानहु को बतलाते हो , जो उसको आसमानों और ज़मीन में मालूम नही ? वो पाक है और  उन लोगो के शिर्क से बुलंद हैं  
सुरह यूनुस (10) , आयत 18
-------
✦ And they worship besides Allah things that harm them not, nor profit them, and they say: "These are our intercessors with Allah." Say: Do you inform Allah of that which He knows not in the heavens and on the earth?" Glorified and Exalted is He above all that which they associate as partners (with Him)
Al Quran , Surah Yunus (10)  Verse 18

Sunday, February 10, 2019

❗Only-Quran-Hadith Quiz 717❗

❗Only-Quran-Hadith Quiz 717❗

*Sawal 1 : Kaunse Nabee ka ye Mojaza tha ki unki Qaum jo bhi kha kar aati wo unhe bata dete they ?

*Sawal 2 : Kaunse Nabee ka ye mojaza tha ki wo mitti ke parindo mein phnuk maar kar zinda kar dete they ?*

A. Musa Alaihi Salam
B. Isa Alaihi Salam
C. Adam Alaihi Salam
D. Yahya Alaihi Salam
E. Ibrahim Alaihi Salam
F. Sulaiman Alaihi Salam
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

*Quiz 1 : Which Prophet has this miracle that he used to inform the people what they eat ?*

*Quiz 2 : Which Prophet has this miracle that he used to make the live bird from the clay ?*

A. Musa Alaihi Salam
B. Isa Alaihi Salam
C. Adam Alaihi Salam
D. Yahya Alaihi Salam
E. Ibrahim Alaihi Salam
F. Sulaiman Alaihi Salam
G. None of the above
H. I want to know

 اعوذ بالله من الشیطان الرجیم
بسم الله الرحمن الرحيم
----------- 
وَرَسُولًا إِلَىٰ بَنِي إِسْرَائِيلَ أَنِّي قَدْ جِئْتُكُم بِآيَةٍ مِّن رَّبِّكُمْ ۖ أَنِّي أَخْلُقُ لَكُم مِّنَ الطِّينِ كَهَيْئَةِ الطَّيْرِ فَأَنفُخُ فِيهِ فَيَكُونُ طَيْرًا بِإِذْنِ اللَّهِ ۖ 
وَأُبْرِئُ الْأَكْمَهَ وَالْأَبْرَصَ وَأُحْيِي الْمَوْتَىٰ بِإِذْنِ اللَّهِ ۖ وَأُنَبِّئُكُم بِمَا تَأْكُلُونَ وَمَا تَدَّخِرُونَ فِي بُيُوتِكُمْ ۚ إِنَّ فِي ذَ‌ٰلِكَ لَآيَةً لَّكُمْ إِن كُنتُم مُّؤْمِنِينَ
----------- 
Sahi Jawab BB
----------- 
Al Quran : Aur Eesa Alaihi Salam Bani Israeel ki taraf Nabee (hokar jayenge aur kahenge)  mein tumare RABB ki tarf se Nishani le Kar Aaya hu wo ye Hain ke tumare samne Mitti ki Murat ki shakel Ka parinda banata hu phir iss mein phunk Marta Hu toh wo Allah Subhanahu Ke hukm se (Sach much) jaandar ho jata Hain aur Andhey aur kodhi (abras) ko tandurast kar deta hu aur Allah Subhanahu Ke hukm se murde Mai Jaan Dal deta Hu aur Jo kuch tum kha Kar aate ho aur Jo Apne gharo mein jama Kar rakhte ho Sab tumko bata deta hu agar tum Imaan wale ho toh inn batoh Mai tumare liye (Allah Subhanahu Ke Qudrat ki) Nishaniya Hain
Surah Aal-e-Imran (3), 49
----------- 
Surah Aal-e-Imran (3), 49


Answer BB
------
 اعوذ بالله من الشیطان الرجیم
بسم الله الرحمن الرحيم
----------- 
وَرَسُولًا إِلَىٰ بَنِي إِسْرَائِيلَ أَنِّي قَدْ جِئْتُكُم بِآيَةٍ مِّن رَّبِّكُمْ ۖ أَنِّي أَخْلُقُ لَكُم مِّنَ الطِّينِ كَهَيْئَةِ الطَّيْرِ فَأَنفُخُ فِيهِ فَيَكُونُ طَيْرًا بِإِذْنِ اللَّهِ ۖ 
وَأُبْرِئُ الْأَكْمَهَ وَالْأَبْرَصَ وَأُحْيِي الْمَوْتَىٰ بِإِذْنِ اللَّهِ ۖ وَأُنَبِّئُكُم بِمَا تَأْكُلُونَ وَمَا تَدَّخِرُونَ فِي بُيُوتِكُمْ ۚ إِنَّ فِي ذَ‌ٰلِكَ لَآيَةً لَّكُمْ إِن كُنتُم مُّؤْمِنِينَ
----------- 
And [make him] a messenger to the Children of Israel, [who will say], 'Indeed I have come to you with a sign from your Lord in that I design for you from clay [that which is] like the form of a bird, then I breathe into it and it becomes a bird by permission of Allah . And I cure the blind and the leper, and I give life to the dead - by permission of Allah . And I inform you of what you eat and what you store in your houses. Indeed in that is a sign for you, if you are believers.
Surah Aal-e-Imran (3), 49
--------


❗Only-Quran-Hadith Quiz 716❗

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz 716❗


*Dusre sawal mein jawab ek se zyada hain*

*Sawal 1 : Quran ka Afzal Hissa kaunsi surah ko kaha gaya hai  ?*

A. Surah Al-Baqarah
B. Surah Ikhlas
C. Surah Alaq
D. Surah Juma
E. Surah An-Nasr
F. Surah Kafirun
G.Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

*Sawal 2 : Wo kaunsi surah hai jiske liye kaha gaya ki usmein Qayamat ka manzar apni aankho se dekha ja sakta hai ?*

A. Surah Qayama
B. Surah Inshiqaq
C. Surah Takwir
D. Surah Marij
E. Surah Infitar
F. Surah Al-Ghashiya
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

*The second question has more than one answer*

*Quiz 1 : Which surah is the excellent part of Quran ?*

A. Surah Al-Baqarah
B. Surah Ikhlas
C. Surah Alaq
D. Surah Juma
E. Surah An-Nasr
F. Surah Kafirun
G. None of the above
H. I want to know

*Quiz 2 : For which surah it has been said that whoever wants to look at the Qayama as if he is seeing it with his eyes than he should read these surah ?*

A. Surah Qayama
B. Surah Inshiqaq
C. Surah Takwir
D. Surah Marij
E. Surah Infitar
F. Surah Al-Ghashiya
G. None of the above
H. I want to know



 
*Sahi jawab G / BCE* 💐
-------------
Abdullah bin umar Radi allahu anhuma se rivayat hai ki RasoolAllah Sallalalahu Alaihi Wasallam ne farmaya jis shakhs ko ye baat pasand ho ke wo qayamat ka manzar apni aankho se dekhe to wo ye padhe
*
اِذَا  الشَّمۡسُ کُوِّرَتۡ*
Surah At-Takwir

 *
اِذَا السَّمَآءُ  انۡشَقَّتۡ*
Surah Al-Inshiqaq

  *
اِذَا  السَّمَآءُ  انۡفَطَرَت*
Surah Al-Infitar
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 2958
--------------
Anas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya kya mai tumhe Quran ke afzal hisse ke bare mai na batauu? aur phir Aapne ye surah tilawat farmayee
 *
اَلۡحَمۡدُ لِلّٰہِ رَبِّ الۡعٰلَمِیۡنَ*
Alhamdulillahi Rabbil Aalameen (Surah fatiha)
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 2783
-----

  *Answer G / BCE* 💐
------------
Narrated by Anas Radi Allahu Anhu once RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam said Should I not inform you of the most noble and excellent part of the Quran?” He then recited Alhamdulillahi Rabbil Aalmeen (Surah Fatiha)”
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 2783
------------
Narrated by Abdullah bin umar Radi allahu anhu RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam said Whoever wishes to look at the Day of Judgement as if he is seeing it with his own eyes, then let him read, Surah At-Takwir (When the sun is wound round.) (81:1) and Surah Al-Inshiqaq  (When the heaven is cleft asunder.) 82:1) and Surah Al-Infitar  (When the heaven is split asunder.) (84:1)
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 2874

❗Only-Quran-Hadith Quiz 715❗

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz 715❗

*Jawab ek se zyada hai*

*Sawal : Inmein se wo kaun hai jis se Allah subhanahu nafrat karta hai ya unke khilaf elan e jung karta hai  ?*

A. Jo Bina soche samjhe kuch bhi bol de
B. Jo Namaz ko jaama se na padhe
C. Jo Allah ke wali se dushmani rakhe
D. Jo Sood leta ho
E. Jo Silarahmi na kare
F. Jo Qarz lekar ada na kare
G. Jo Aurat bina hijab bahar nikle
H. Sahi jawab ka intezar hai

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

*Answers are more than one*

*Sawal : To whom does the Allah subhanahu hate or declare war ?*

A. Those who speak anything without thinking
B. Those who dont pray with congregation
C. Those who shows hostility to a pious worshipper 
D. Those who take Riba
E.  Those who dont show kindness with relatives
F. Those who dont pay thier debt
G. Those women who go out without hijab
H. I want to know



 ✅ *Sahi jawab ACD* 💐
----------
✦ Al Quran : Eh Momeeno Allah se daro aur agar tum imaan wale ho to jo kuch sood baqi rah gaya hai usko chodh do, Agar tumne na chodha to Allah subhanahu aur uske Rasool ( Sal-Allahu Alaihi Wasallam) ki taraf se tumhare khilaf elan e jung hai aur agar tauba kar lo to asal maal tumhara tumhare liye hai, na tum kisi par zulm karo aur na tum par zulm kiya jayega
Surah Al-Baqara, Aayat 279

✦ Rasool-Allah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Allah subhanahu nafrat karta hai tad-tad bolne wale aise logon se jo apni zuban ko harkat dete rahte hain  jaise gaay (ghas khane mein) apni zuban ko harkat karti rahti hai (yani bina soche samjhe jo jee mein aata hai bak jate hain)
Sunan Abu dawud, Jild 3,1568-Sahih

✦ Rasool-Allah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya ki Allah Subhanahu farmata hai Jisne mere kisi wali se Dushmani ki usey meri taraf se Elan-e-Jung hai
Sahih Bukhari, Vol 7, 6502
--
 *Answer ACD*
----------
RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam said Allah Subhanahu hates the eloquent one among men who moves his tongue round (among his teeth), as cattle do.( it means the one who speak anything without thinking)
Sunan Abu Dawud, Book 42, 4987-Sahih

RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam said that Allah Subhanahu said I will declare war against him who shows hostility to a pious worshipper of Mine.
Sahih Bukhari, Book #76, #509

Al Quran : O you who believe! Be afraid of Allah and give up what remains (due to you) from Riba (usury) (from now onward), if you are (really) believers. And if you do not do it, then take a declare of war from Allah and His Messenger but if you repent, you shall have your capital sums. Deal not unjustly (by asking more than your capital sums), and you shall not be dealt with unjustly (by receiving less than your capital sums).
Surah Al-Baqara, Verse 279
---

❗Only-Quran-Hadith Quiz 714❗

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz 714❗


*Sawal : Inmein se wo kaun hai jinke liye aasman ka darwaza nahi khola jayega aur na hi unhe jannat mein dakhil kiya jayega?*

A. Qata talluq karne wala
B. Allah ki aayato ko jhoothlane wala
C. Yateem ka maal khane wala 
D. Sood khane wala
E. Gunaho ko khullam khulla karne wala
F. Jaanbujh kar Qarz ada na karne wala
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai
-----

*Quiz : For whom the heaven's gate will not be opened ?*

A. Those who cut relations
B. Those who deny the verses of Allah
C. Those who eat the property of orphan
D. Those who deal with riba
E. Those wo commit sins openly
F. Thos who dont pay his debt intentionally
G. None of the above
H. I want to know




 Bismillahirrhamanirrahim
----------
✅ *Sahih Jawab B* 💐
----------
*إِنَّ الَّذِينَ كَذَّبُوا بِآيَاتِنَا وَاسْتَكْبَرُوا عَنْهَا لَا تُفَتَّحُ لَهُمْ أَبْوَابُ السَّمَاءِ وَلَا يَدْخُلُونَ الْجَنَّةَ حَتَّىٰ يَلِجَ الْجَمَلُ فِي سَمِّ الْخِيَاطِ ۚ وَكَذَ‌ٰلِكَ نَجْزِي الْمُجْرِمِينَ*
----------
بے شک جنہوں نے ہماری آیتو ں کو جھٹلایا اوران کے مقابلہ میں تکبر کیا ان کے لیے آسمان کے دروازے نہیں کھولے جائیں گے اورنہ وہ جنت میں داخل ہوں گے یہاں تک کہ اونٹ سوئی کے ناکے میں گھس جائے اور ہم گناہگاروں کو اسی طرح سزا دیتے ہیں
----------
Al Quran : Beshak Jinhone hamari Aayatoh ko jhuthlaya aur unke muqable Mai takabbur kiya unke liye Aasman ke darwaze nahi khole jayenge aur na wo Jannat Mai dakhil honge Yaha tak ke Oonth Suyee ke naake Mai ghus Jaye aur ham Gunahgaroh ko isee tarha saza dete hain
Surah Al-Aaraf (7), Aayat 40
----------
Al Quran : Indeed, those who deny Our verses and are arrogant toward them - the gates of Heaven will not be opened for them, nor will they enter Paradise until a camel enters into the eye of a needle. And thus do We recompense the criminals.
Surah Al-Aaraf (7), Verse 40

 Bismillahirrhamanirrahim
----------
✅ *Answer B* 💐
----------
*إِنَّ الَّذِينَ كَذَّبُوا بِآيَاتِنَا وَاسْتَكْبَرُوا عَنْهَا لَا تُفَتَّحُ لَهُمْ أَبْوَابُ السَّمَاءِ وَلَا يَدْخُلُونَ الْجَنَّةَ حَتَّىٰ يَلِجَ الْجَمَلُ فِي سَمِّ الْخِيَاطِ ۚ وَكَذَ‌ٰلِكَ نَجْزِي الْمُجْرِمِينَ*
----------
Al Quran : Indeed, those who deny Our verses and are arrogant toward them - the gates of Heaven will not be opened for them, nor will they enter Paradise until a camel enters into the eye of a needle. And thus do We recompense the criminals.
Surah Al-Aaraf (7), Verse 40

❗Only-Quran-Hadith Quiz 713❗

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz 713❗

*Jawab ek se ziyada hain*

*Sawal  : Wo kaunse aamal hai jinke liye hadith mein farmaya gaya hai shaitna wo aamal nahi karta ?*

A. Dahine haath se khana
B. Miswak
C. Qailulla
D. Aise darwaze jinko bismillah padh kar band kiya ho usko kholna
E. Dahine haath se koi cheez dena 
F. Sila rahmi
G. Bahine haath se peena
H. Sahi Jawab ka intezar

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

*Answers are more than one*

*Quiz : For which things it has been said that devil does not do ?*

A. Eating with right hand
B. Using Miswak
C. A short mid-day nap
D. Open those door which has been shut by saying Bismillah
E. Give somehting with the right hand
F. Keeping Good relation with relatives
G. Drinking with the left hand
H. I want to know

 ✅ *Sahi Jawab ACDE* 💐
--------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahai Wasallam ne farmaye Qailulla (Dupher ko khane ke baad aaram) kiya Karo kyuke Shaitan Qailulla Nahi karta
Al-Silsila-As-Sahiha #127

✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahai Wasallam ne farmaye jab tum Raat ke Waqt kutte bhokne ya Gadhay ki awaz suno toh Allah Subhanahu ki panah mango kyu ke wo aise makhluq dekhte hain Jo tum Nahi Dekhte aur Bismillah padh Kar Darwaza band kar do kyu ke Shaitan wo darwaza Nahi kholta Jisko Bismillah padh Kar band Kiya gaya ho, Matkey aur bartan dhanp Diya Karo aur Mashkizoh ke muh band Kar Diya Karo
Al-Silsila-As-Sahiha #237

✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahai Wasallam ne farmaya tum Mai har Shakskh ko Chahaye ke wo Dayein hath (right hand) se khaye , Dayein  hath se peeye, Dayein hath se koi cheez le aur Dayein  hath se hi de, islye ke Shaitan bayein hath se khata hai, bayein hath se peeta hai, bayein hath se deta, aur bayein hath se leta Hain
Sunnan Ibn Maja Jild 3, Hadith 147-Sahih

 ✅ *Answer ACDE* 💐
--------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahai Wasallam said Do Qailullah (A short mid-day nap) ,  because Devils do not do Qailullah.
Al-Silsila-tus-Sahiha,  #127
------------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahai Wasallam said Let one of you eat with his right hand and drink with his right hand, and take with his right hand and give with his right hand, for Satan eats with his left hand, drinks with his left hand, gives with his left hand and takes with his left hand.
Sunan Ibn maja,Book 29, 3266
------------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahai Wasallam said When you hear a dog barking or a donkey braying in the night, seek refuge with Allah. They see what you do not see. Shut the doors and mention the Name of Allah over them. Shaytan will not open a door which has been shut and had the name of Allah mentioned over it. Then cover the pots, tie the water-skins and cover the vessels."
Al-Silsila-tus-Sahiha, #237


❗Only-Quran-Hadith Quiz 712❗

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz 712❗


Sawal  : Wo kaun  hain jinke liye Allah subhanahu ne farmaya ki unko khas maine apne liye banaya ?

A. Ibrahim Alaihi Salam
B. Isa Alaihi Salam
C. Jibrail Alaihi Salam
D. Nooh Alaihi Salam
E. Idris Alaihi Salam
F. Maryam Alaihi Salam
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai
------
 Sawal 2 : Unse kisne  farmaya ki tumko Allah subhanhu ne khas apne liye pasand farmaya hai ?

A. Pathtar
B. Jibrail Alaihi Salam
C. Adam Alaihi Salam
D. Darakht
E. Khidr Alaihi Salam
F. Musa Alaihi Salam
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai
---
❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

Quiz : To Whom Allah subhahu said that I have selected you for Myself ?

A. Musa Alaihi Salam
B. Isa Alaihi Salam
C. Adam Alaihi Salam
D. Nooh Alaihi Salam
E. Idris Alaihi Salam
F. Saleh Alaihi Salam
G. None of the above
H. I want to know
---
Quiz 2: Who said that Allah Subhanahu have selected You for himself

A. Stone
B. Jibrail Alahih Salam
C. Adam Alahih Salam
D. Tree
E. Khidr Alahih Salam
F. Musa Alahih Salam
G. None of the above
H. I want to Know

✅ Sahi jawab: G,C 💐

(G: Musa Alahih Salam)
--------
فَلَبِثْتَ سِنِينَ فِي أَهْلِ مَدْيَنَ ثُمَّ جِئْتَ عَلَىٰ قَدَرٍ يَا مُوسَىٰ
وَاصْطَنَعْتُكَ لِنَفْسِي
--------
Tu madyan wale mein kayee baras raha , phir tu Eh Musa (Alaihi Salam)  taqdeer se yaha aaya
aur maine tujhe khas apne liye banaya
Surah Taha (20) Aayat 40-41
------------
Adam Alaihi Salam ne ne kaha ki aap wahi hain jinko Allah subhanahu ne apni risalat ke liye pasand kiya aur khud apne liye pasand kiya aur aap par taurat nazil ki ? Musa Alaihi salam ne kaha ji haan
Sahih Bukhari, Jild 6, 4736
---------
Bismillahirahmanirrahim

✅ Answer AC 💐
--------
فَلَبِثْتَ سِنِينَ فِي أَهْلِ مَدْيَنَ ثُمَّ جِئْتَ عَلَىٰ قَدَرٍ يَا مُوسَىٰ
وَاصْطَنَعْتُكَ لِنَفْسِي
--------
Al Quran : Then you came here according to the fixed term which I ordained (for you), O Musa (Moses)!
And I have selected  you, for Myself.
Surah Taha (20) Aayat 40-41
---
Adam Alaihi salam said to him, "You are the one whom Allah selected for His message and whom He selected for Himself and upon whom He revealed the Torah." Musa Alaihi Salam said, Yes.
Sahih Al bukhari, Book 65, 4736

❗Only-Quran-Hadith Quiz 711❗

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz 711❗

*Sawal : Wo kaunsa amal hai jisko karne wale ke liye farishte tab tak rahmat ki dua karte rahte hain jab tak wo amal kiya jaye ?*

A. Silarahmi
B. Miswak karna
C. SubhanAllahi wa bihamdihi padhna
D. Padosiyo ke saath husn e suluq
E. RasoolAllah ﷺ par Durud padhna
F. Bewa aur miskeen ki madad karna
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

*Quiz : What is that deed , if somebody do , angels keep supplicate for him as long as he do?*

A. Keeping good relations with the relatives
B. Using Siwak (Miswak)
C. Reciting SubhanAllahi Wa bihamdihi
D. keeping good relations with the neighbour
E. Sending blessing on RasoolAllah ﷺ 
F. Helping widow and poor
G. None of the above
H. I want to know


 ✅ *Sahi jawab E* 💐
---------
Amir bin Rabia Radi Allahu Anhu se riwayat hain Rasool-Allah Sallallahu Alahai Wasallam ne farmaye Jisne mujhe par Durud bheja Farishtein us waqt tak Uske liye rahmat ki dua Karte rehnge jab tak wo mujh par Durud padhta rahega ab bande ki marzi Hain ke wo Kam padhe ya Zyada
Masnad Ahmed Hadees # 5715-Shaih
---------
  عامر بن ربیعہ  ‌رضی ‌اللہ ‌عنہ سے مروی ہے کہ رسول اللہ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم  نے خطاب کرتے ہوئے فرمایا:  جس نے مجھ پر درود بھیجا، فرشتے اس وقت تک اس کے لیے دعائے رحمت کرتے رہیں گے، جب تک وہ مجھ پر درود پڑھتا رہے گے، اب بندے کی مرضی ہے کہ وہ کم پڑھے یا زیادہ۔ 
---------
Nartrayted by Amir bin Rabia radi Allahu Anhu that Rasool-Allah Sallallahu Alahai Wasallam said the angels will continue supplicate (send blessing) for the one who send blessing on me, as long as he continues to do so, so its up to the the servant, either he reduce or increase this. 
Masnad Ahmed Hadees # 5715-Shaih

 ✅ *Answer E* 💐
---------
Nartrayted by Amir bin Rabia radi Allahu Anhu that Rasool-Allah Sallallahu Alahai Wasallam said the angels will continue supplicate (send blessing) for the one who send blessing on me, as long as he continues to do so, so its up to the the servant, either he reduce or increase this. 
Masnad Ahmed Hadees # 5715-Shaih

❗Only-Quran-Hadith Quiz 710❗

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz 710❗

*Sawal : Jannat mein kuch log dakhil honge jinko Utaqaa Ar-Rahman kaha jayega, wo kaun log honge ?*

A. Jo Jhad foonk nahi karte 
B. Jinhone Allah ki raah mein apni jaane di hogi
C. Jinhone bewa aur miskeen ki khidmat mein zindagi nikali hogi
D. Jinhone mazak mein bhi jhooth nahi bola hoga 
E. Jinka Akhlaq behatreen hoga 
F. Jo neki ki dawat dete aur burayee se rokte honge
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai
--

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

*Quiz : Some will enter in the paradise , who will be called as Utaqaa Ar-Rahman, who are they ?*

A. Those who do not practice Evil Ruqya
B. Those who got martyr in the way of Allah
C. Those who spent their life to serve widow and poor
D. Those who never lie even not in joke 
E.  Those who call people towatrds good and forbad for evil
G. None of the above
H. I want to know


 ✅ *Sahi jawab G* 💐
----------
Rasool-Allah Sallallahu Alahai Wasallam ne farmaye Qayamat ke din  Anbiya Alahaisalam aur momeen aur Farishtein Shafat karenge aur Allah Subhanahu Ka Irshad hoga ke ab khaas meri Shafaat baqi reh gaye hain phir  Allah Subhanahu dozakh se ek mutthi bhar lega aur aise logo ko nikalega Jo koyla ho gayee honge phir wo Jannat ke sire par ek nehar Mai dal diye jaenge Jaise nehar Aab e Hayat Kaha jata Hain aur ye log Uske kinare se iss tarha ubhrenge jis tarha sailab ke kude karkat se Sabza ubhar aata Hain tumne ye manzar Kisi chattan ya Kisi darakht ke kinare Dekha hoga jis par dhoop padti rehti hain Wo Sabza ubharta Hain aur jis par saya hota hai wo safed ubharta Hain phir wo iss tarha niklenge Jaise Moti chamakta Hain iss ke bad unki gardanoh par mohar Kar di jaegi (Ke Ye Allah Subhanahu Ke azad Karda Gulam Hain) aur Innhein Jannat Mai dakhil Kiya jayega, Ahle Jannat innhein *Uttaqa Ar Rehma*  kahenge innhein Allah Subhanahu ne bila Amal ke Jo innhone Kiya ho aur bila khair ke Jo Iss se sadar huyee ho Jannat Mai dakhil Kiya Hain aur unse Kaha jaega ke tumhein wo Sab kuch milega Jo tum dekhte ho aur itna hi aur bhi milega
Sahih Bukhari, Jild 8, 7439
--------
قال رسول الله صلى الله عليه وسلمفَيَشْفَعُ النَّبِيُّونَ وَالْمَلاَئِكَةُ وَالْمُؤْمِنُونَ فَيَقُولُ الْجَبَّارُ بَقِيَتْ شَفَاعَتِي‏.‏ فَيَقْبِضُ قَبْضَةً مِنَ النَّارِ فَيُخْرِجُ أَقْوَامًا قَدِ امْتُحِشُوا، فَيُلْقَوْنَ فِي نَهَرٍ بِأَفْوَاهِ الْجَنَّةِ يُقَالُ لَهُ مَاءُ الْحَيَاةِ، فَيَنْبُتُونَ فِي حَافَتَيْهِ كَمَا تَنْبُتُ الْحِبَّةُ فِي حَمِيلِ السَّيْلِ، قَدْ رَأَيْتُمُوهَا إِلَى جَانِبِ الصَّخْرَةِ إِلَى جَانِبِ الشَّجَرَةِ، فَمَا كَانَ إِلَى الشَّمْسِ مِنْهَا كَانَ أَخْضَرَ، وَمَا كَانَ مِنْهَا إِلَى الظِّلِّ كَانَ أَبْيَضَ، فَيَخْرُجُونَ كَأَنَّهُمُ اللُّؤْلُؤُ، فَيُجْعَلُ فِي رِقَابِهِمُ الْخَوَاتِيمُ فَيَدْخُلُونَ الْجَنَّةَ فَيَقُولُ أَهْلُ الْجَنَّةِ هَؤُلاَءِ *عُتَقَاءُ الرَّحْمَنِ* أَدْخَلَهُمُ الْجَنَّةَ بِغَيْرِ عَمَلٍ عَمِلُوهُ وَلاَ خَيْرٍ قَدَّمُوهُ‏.‏ فَيُقَالُ لَهُمْ لَكُمْ مَا رَأَيْتُمْ وَمِثْلُهُ مَعَهُ

 ✅ *Answer G* 💐
----------
RasoolAllah SallAlalahu alaihi wasallam said The prophets and Angels and the believers will intercede, and (last of all) the Almighty (Allah) will say, 'Now remains My Intercession. He will then hold a handful of the Fire from which He will take out some people whose bodies have been burnt, and they will be thrown into a river at the entrance of Paradise, called the water of life.They will grow on its banks, as a seed carried by the torrent grows. You have noticed how it grows beside a rock or beside a tree, and how the side facing the sun is usually green while the side facing the shade is white. Those people will come out (of the River of Life) like pearls, and they will have (golden) necklaces, and then they will enter Paradise whereupon the people of Paradise will say Uttaqaa Ar-Rahman (These are the people emancipated by the Beneficent.) He has admitted them into Paradise without them having done any good deeds and without sending forth any good (for themselves).' Then it will be said to them, 'For you is what you have seen and its equivalent as well.'"
Sahih Bukhari, Book 93, Hadith 532
-------------
قال رسول الله صلى الله عليه وسلمفَيَشْفَعُ النَّبِيُّونَ وَالْمَلاَئِكَةُ وَالْمُؤْمِنُونَ فَيَقُولُ الْجَبَّارُ بَقِيَتْ شَفَاعَتِي‏.‏ فَيَقْبِضُ قَبْضَةً مِنَ النَّارِ فَيُخْرِجُ أَقْوَامًا قَدِ امْتُحِشُوا، 
فَيُلْقَوْنَ فِي نَهَرٍ بِأَفْوَاهِ الْجَنَّةِ يُقَالُ لَهُ مَاءُ الْحَيَاةِ، فَيَنْبُتُونَ فِي حَافَتَيْهِ كَمَا تَنْبُتُ الْحِبَّةُ فِي حَمِيلِ السَّيْلِ، قَدْ رَأَيْتُمُوهَا إِلَى جَانِبِ الصَّخْرَةِ إِلَى جَانِبِ الشَّجَرَةِ، فَمَا كَانَ إِلَى الشَّمْسِ مِنْهَا 
كَانَ أَخْضَرَ، وَمَا كَانَ مِنْهَا إِلَى الظِّلِّ كَانَ أَبْيَضَ، فَيَخْرُجُونَ كَأَنَّهُمُ اللُّؤْلُؤُ، فَيُجْعَلُ فِي رِقَابِهِمُ الْخَوَاتِيمُ فَيَدْخُلُونَ الْجَنَّةَ فَيَقُولُ أَهْلُ الْجَنَّةِ هَؤُلاَءِ عُتَقَاءُ الرَّحْمَنِ أَدْخَلَهُمُ الْجَنَّةَ بِغَيْرِ عَمَلٍ عَمِلُوهُ وَلاَ خَيْرٍ قَدَّمُوهُ‏.‏ فَيُقَالُ لَهُمْ لَكُمْ مَا رَأَيْتُمْ وَمِثْلُهُ مَعَهُ

❗Only-Quran-Hadith Quiz 709 ❗

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz 709❗


*Sawal  : Allah subhanahu kiske liye aasmano ke darwaze band kar deta hai?*

A. Jo Hukmaran faqiron par apna darwaza band kar deta hai 
B. Jo shaksh apni Ahal-o-ayal ke liye darwaze band kar deta hai
C. Jo shaksh apne maa baap ke liye darwaza band kar deti hai
D. Jo Aurat apne shoher ki na farmani karti hai
E. Jo Sharab ka aadi ho jata hai 
F. Jo ghulam apne malik ke ghar se bhag jaye
G. Inme se koi nahi 
H. Sahi jawab ka intezar hai

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

*Quiz : For whom Allah closes the gates of the Heavens in his needs ?*

A. A ruler who close his gates for the needy
B. A man who closes his gates for his family
C. A man who closes his gates for his parents
D. A womn whoi disobey her husband
E. A man who become addcited to wine
F. A slave who run aways from his owner
G. None of the above
H. I want to know

 ✅ *Sahi jawab A* 💐
--------------
Amro bin murrah radi Allahu anhu ne Hazrat Muaawiya Radi Allahu anhu se kaha ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Jo hukmaran zaroorat mando,faqiron aur miskeeno par apna darwaza band kar deta hai,Allah subhanahu uski hajat,zaroorat aur miskini ke samne aasmano ke darwaze band kar deta hai.ye hadith sunkar Muawiya radi allahu anhu ne logo ki hajat malum karne ke liye ek shaksh ko muqarrar kar diya 
--------------
قَالَ عَمْرُو بْنُ مُرَّةَ لِمُعَاوِيَةَ إِنِّي سَمِعْتُ رَسُولَ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم يَقُولُ ‏ "‏ مَا مِنْ إِمَامٍ يُغْلِقُ بَابَهُ دُونَ ذَوِي الْحَاجَةِ وَالْخَلَّةِ وَالْمَسْكَنَةِ إِلاَّ أَغْلَقَ اللَّهُ أَبْوَابَ السَّمَاءِ دُونَ خَلَّتِهِ وَحَاجَتِهِ وَمَسْكَنَتِهِ ‏"‏ ‏.‏ فَجَعَلَ مُعَاوِيَةُ رَجُلاً عَلَى حَوَائِجِ النَّاسِ ‏.
--------------
Jamia Tirmizi, Jild 1, 1342-Hasan

 ✅ *Answer A* 💐
--------------
Abul-Hasan narrated that 'Amr bin Murrah said to Mu'awiyah Radi Allahu Anhu "I heard the Messenger of Allah (ﷺ) saying: Any Imam (Ruler) who closes his door on needy, distressed and poor people then Allah also closes the gates of the Heavens from his needs, his dire straits, and his poverty.' (After hearing htis hadith) Mu'awiyah appointed a man to look after the needs of the people."
--------------
قَالَ عَمْرُو بْنُ مُرَّةَ لِمُعَاوِيَةَ إِنِّي سَمِعْتُ رَسُولَ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم يَقُولُ ‏ "‏ مَا مِنْ إِمَامٍ يُغْلِقُ بَابَهُ دُونَ ذَوِي الْحَاجَةِ وَالْخَلَّةِ وَالْمَسْكَنَةِ إِلاَّ أَغْلَقَ اللَّهُ أَبْوَابَ السَّمَاءِ دُونَ خَلَّتِهِ وَحَاجَتِهِ وَمَسْكَنَتِهِ ‏"‏ ‏.‏ فَجَعَلَ مُعَاوِيَةُ رَجُلاً عَلَى حَوَائِجِ النَّاسِ ‏.
--------------
jamia Tirmizi,Book 13, Hadith 1332-Hasan

❗Only-Quran-Hadith Quiz 708❗

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz 708❗


*Sawal : Wo kya hai jiske bare mein Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam se sawal kiya gaya to Aapne iske baare mein logo ko zyada kuch nahi bataya aur  farmaya tum logo ko iska bahut kam ilm diya gaya hai ?*

A. Rooh
B. Allah ki Kursi
C. Arsh e Azam
D. Aalam-e-Barzakh
E. Muqam e Mahmood
F. Qayamat
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi jawab ka intezar hai
--

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

*Quiz : When it was asked to Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam about that thing , He did not describe much and said (mankind) have been given only a little knowledge , whats is that thing ?*

A. Spirit
B. Kursi of Allah
C. Arsh of Allah
D. Life in the Grave
E. Muqam e Mahmood
F. Qayamah
G. None of the above
H. I want to know


 ✅ *Sahi Jawab A*  💐
---------
Bismillahirrhamanirahim

*وَيَسْأَلُونَكَ عَنِ الرُّوحِ ۖ قُلِ الرُّوحُ مِنْ أَمْرِ رَبِّي وَمَا أُوتِيتُم مِّنَ الْعِلْمِ إِلَّا قَلِيلًا*
---------
اور تم سے روح کے بارے میں سوال کرتے ہیں۔ کہہ دو کہ وہ میرے رب کی ایک شان ہے اور تم لوگوں کو (بہت ہی) کم علم دیا گیا ہے
--------
Aur aapse Rooh ke baare mein sawal karte hain kah do ki wo mere RABB ki ek shaan hai aur tum logo ko (bahut hi) kam ilm diya gaya hai
--------
And they ask you (O Muhammad صلى الله عليه و سلم) concerning the Ruh (the Spirit); Say: The Ruh (the Spirit) is one of the things, the knowledge of which is only with my Lord. And of knowledge, you (mankind) have been given only a little.
Surah Al-Israa (17), 85


 ✅ *Answer A* 💐
---------
Bismillahirrhamanirahim

*وَيَسْأَلُونَكَ عَنِ الرُّوحِ ۖ قُلِ الرُّوحُ مِنْ أَمْرِ رَبِّي وَمَا أُوتِيتُم مِّنَ الْعِلْمِ إِلَّا قَلِيلًا*
------
And they ask you (O Muhammad صلى الله عليه و سلم) concerning the Ruh (the Spirit); Say: The Ruh (the Spirit) is one of the things, the knowledge of which is only with my Lord. And of knowledge, you (mankind) have been given only a little.
Surah Al-Israa (17), 85

❗Only-Quran-Hadith Quiz 707❗

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz 707❗

*Sawal 1 : Jab Allah subhanahu kisi ummat ke saath bhalayee chahta hai to wo kya karta hai ?*

*Sawal 2 :  Jab Allah subhanahu kisi bande ke saath bhalayee chahta hai to wo kya karta hai ?*

A. Zalim baadshah musallat kar deta hai taaki nabee ko bheje
B. Jihad ki taufiq de deta hai
C. Nabee ko unse pahle utha leta hai
D. Deen ki samajh ata farma deta hai 
E. Duniya mein hi azab de deta hai
F. Aasmani kitab nazil farma deta hai
G. Inmein se koi nahi
H. SahI jawab ka intezar hai

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

*Sawal 1 : When Allah subhanahu intends to show mercy to an Umma what he does ?*

*Sawal 2 :  When Allah subhanaau intends to show mercy to a slvae what he does ?*

A. Send a tyrant over them
B. Let them allow Jihad
C. Call back his apostel before them
D. Makes him comprehend the Religion
E. Send punishment in this world
F. Send books from the heaven
G. None of the above
H. I want to know


 ✅ *Sahi Jawab CD* 💐
---------------
Abu Musa  Radi Allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab Allah subhanahu kisi ummat se raham karna chahta hai to unke nabee ko us ummat se pahle utha leta hai aur wo apni ummat ka pesh khema ho jata hai , aur jab kisi ummat ki tabahi chahta hai to usko uske Nabee ke samne halaq kar deta hai , aur Nabee is se khush ho jata hai kyunki us ummat ne unhe jhuuthlaya aur kaha nahi mana tha
Sahih Muslim, Jild 6, 5965

✦ Ameer Muawiyah Radi Allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya jiske saath Allah subhanahu bhalayee chahta hai usko deen ki samajh ata farma deta hai 
Sahih Bukhari, Jild 4, 3116

 ✅ *Answer CD* 💐
---------------
Abu Musa reported Allah's Messenger (ﷺ) as saying:
When Allah, the Exalted and Glorious, intends to show mercy to an Umma from amongst His servants He calls back His Apostle to his eternal home and makes him a harbinger and recompense in the world to come; and when He intends to cause destruction to an Umma, He punishes it while its Apostle is alive and He destroys it as he (the Apostle) witnesses it and he cools his eyes by destruction as they had belied him and disobeyed his command.
Sahih Muslim,Book 30, Hadith 5679

✦ The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said If Allah wants to do good for somebody, he makes him comprehend the Religion.
Sahih Bukhari, Book 53, 346



❗ Only-Quran-Hadith-Quiz 706 ❗

 ❗ Only-Quran-Hadith-Quiz 706 ❗

*Sawal  : Wo kya cheez hai jo Dozakh se niklegi jiske aankh kaan aur zuban hogi aur uske jariye azab diya jayega ?*

A. Hawiya
B. Mahiya
C. Hutama
D. Zaqqum
E. Al-Laza
F. Sijjin 
G. Inmein se koi nahi
H. SahI jawab ka intezar hai

 ❗ Only-Quran-Hadith-Quiz ❗

*Sawal  : What is that thing which will come out from the hell , will having eyes, ears and tongue,  people will got punished by that?*

A. Hawiya
B. Mahiya
C. Hutama
D. Zaqqum
E. Al-Laza
F. Sijjin 
G. None of the above
H. I want to know

 *Sahi Jawab G* ✅
-----------
✦ Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Qayamat ke din Jahannam se ek garden niklegi jiski do aankhein hongi jis se wo dekhegi , do kaan honge jis se wo sunegi, aur zuban hogi jis se wo baat karegi , wo kahegi ki mujhe teen aadmiyo ko nigalne ka hukm diya gaya hai , sarkash zalim (sakht zalim), Mushrik aur tasweer banana wala
Jamia Tirmizi, JIld 2,466-Hasan
-------
 💐 *Answer G* ✅
-------
✦ Abu Hurairah Radi Allahu Anhu  narrated that the Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam  said A long neck will come out from the Fire on the Day of judgment. It will have two eyes which can see, two ears which can hear, and a tongue which can speak. It will say: 'I have been left in charge of three: Every obstinate oppressor, everyone who called upon a deity besides Allah, and the image makers.
Jamia Tirmizi, Book 13, 2574-Hasan
------------

❗️Only-Quran-Hadith Quiz 705 ❗️

 ❗️Only-Quran-Hadith Quiz 705 ❗️

*Sawal 1 : Musalman ki ezzat ko kiski ezzat se  badkar kaha gaya hai ?*

A. Arsh
B. Kursi
C. Kaba
D. Loh e Mehfuz
E. Hazar e aswad
F. Saato Aasman
G. Inme se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

*Sawal 2 : Musalman ki Beezzati karna kaunse gunah ke barabar hai ?*

A. Zina
B. Shirk
D. Sood 
E. Usko Zinda dafan karne ke barabar
F. Usko zinda jalane ke barabar
G. Inme se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

 ❗ Only-Quran-Hadith-Quiz ❗


*Quiz 1 : The honour of the believer is greater than the honour of which thing ?*

A. Throne of Allah Subhanahu
B. Kursi of Allah Subhanahu
C. Kaba
D. loh e Mehfuz
E. Hajre Aswad ( Black Stone)
F. Seven heaven
G. None of the above
H. I want to know

*Quiz 2 : Insulting or disrespecting a believer unjustly is equal to which sin ?*

A. Adultery
B. Shirk 
C. Show off (Riyah)
D. Usury
E. Bury him Alive
F. Burn him Alive
G. None of the above
H. I want to know


 *✅ Sahi Jawab CD💐*

Abdullah bin Abbas Radi Allahu Anhu se rivayat hain Jab Rasool-Allah Sal-Allahu Alahai Wasallam ne kabe ki tarf Dekha toh farmaye iss Ghar Ko Marhaba tum kitne Azeem aur tumari hurmat kitni Azeem hain Jab ke Allah Subhanahu Ke Nazdik Momeen tumse bhi zyada hurmat wala hain Allah Subhanahu ne tumari ek Cheez haram ki aur Momeen ki teen cheezein haram kiye uska Khoon, uska Maal, aur Uske bare Mai Bura guman
Al-Silsila-As-Sahiha  # 3572
---------
Sa'id ibn Zayd  Radi Allahu Anhu s erivayat hai ki RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya sab se bada sood ye hai ke Aadmi Nahaq kisi musalman ki Beizzati kare
Sunan Abu Dawud, Jild 3, 1448-Sahih
-----

 *✅ Answer CD💐*
-------------
Narretd by Abdullah bin Abbas Radi Allahu Anhu Once  Rasool-Allah Sal-Allahu Alahai Wasallam looked at the kaba and said How delightful you are,  How magnificent you are, and how great is your sanctity ! But in the sight of Allah subhanahu  the sanctity of a believer is greater than your sanctity.
Verily, Allah sanctified your one thing but he sanctified the three thing of the believer, his blood, his wealth, and to assume evil about him.
Al-Silsila-As-Sahiha  # 3572
-------------
Narrated Sa'id ibn Zayd The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said: The most prevalent kind of usury is going to lengths in talking unjustly against a Muslim's honour.
Sunan Abu Dawud, Book 42, 4858-Sahih
------

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 704❗

 ❗ Only-Quran-Hadith Quiz 704❗

*Sawal : Inmein se wo kaun khushnaseeb hai jinko dekh kar RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam  khade ho jate aur unhe apni jagah bitha dete?*

A. Uthman Radi Allahu Anhu
B. Umm hani Radi Allahu Anha
C. Fatima Radi Allahu Anha
D. Umm Ayman Radi Allahu Anha
E. Jibril Alaihi Salam
F. Aap kisi ke isteqbal ke liye khade nahi huye
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

 ❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗

*Quiz : For whom the Prophet SallAllahu Alaihi Wasallam would stood up to welcome or to greet ?*

A. Uthman Radi Allahu Anhu
B. Umm hani Radi Allahu Anha
C. Fatima Radi Allahu Anha
D. Umm Ayman Radi Allahu Anha
E. Jibril Alaihi Salam
F. He never stand up to welcome anybody
G. None of the above
H. I want to know

 ✅ *Sahi Jawab C* 💐
----------
Umm al-Muminin Aisha Radi Allahu Anha farmate hain ki Jab RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam (Unki beti) Fatima Radi Allahu Anha ko aate dekhte to marhaba (welcome) kahte, phir khade hokar Aap unka isteqbal farmate , unka maatha chumte aur phir unka haath tham kar unko apni jagah par bitha dete isee tarah jab RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam unke (Fatima Radi Allahu Anha ke) ghar  tashrefe le jate to wo bhi marhaba kahti khade hokar unka isteqba farmati aur unko chumti thi
Al-Adab Al-Mufrad  (Imam Bukhari) ,973-Sahih
Sunan Abu Dawud, Jild3, 1774-Sahih
----------
عَنْ عَائِشَةَ أُمِّ الْمُؤْمِنِينَ رَضِيَ اللَّهُ عَنْهَا قَالَتْ‏:‏ كَانَ النَّبِيُّ صلى الله عليه وسلم إِذَا رَآهَا (فَاطِمَةَ) قَدْ أَقْبَلَتْ رَحَّبَ بِهَا،
 ثُمَّ قَامَ إِلَيْهَا فَقَبَّلَهَا، ثُمَّ أَخَذَ بِيَدِهَا فَجَاءَ بِهَا حَتَّى يُجْلِسَهَا فِي مَكَانِهِ، وَكَانَتْ إِذَا أَتَاهَا النَّبِيُّ صلى الله عليه وسلم رَحَّبَتْ بِهِ، ثُمَّ قَامَتْ إِلَيْهِ فَقَبَّلَتْهُ،
----------
 ✅ *Answer C* 💐
----------
Ummul Muminin Aisha Radi Allahu Anha said, When the  the Prophet SallAllahu Alaihi Wasallam  saw that She (Fatima Radi Allahu Anha) had come, he would greet her and then he stood up for her, kissed her forhead, took her hand and brought her forward and made her sit in his place. When  the Prophet SallAllahu Alaihi Wasallam  used to visite her, she would  greet him, stood up for him, and kissed him.
Al-Adab Al-Mufrad  (Imam Bukhari) ,973-Sahih
Sunan Abu dauwd, Book 42, 5198-Sahih

❗Only-Quran-Hadith Quiz 703❗

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz 703❗

*Ek sahabi aise they jinki beti ka naam Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne badal diya tha ?*

*Sawal 1 : Inmein se Wo Sahabi kaun they ?*

A. Abu Bakr Radi Allahu Anhu
B. Umar Radi Allahu Anhu
C. Uthman Radi Allahu Anhu
D. Ali Radi Allahu Anhu
E. Talha Radi Allahu Anhu
F. Abu Sufyan Radi Allahu Anhu
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai

*Sawal 2 : Wo naam kya tha jisko Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne badal diya tha ?*

A. Mariya
B. Maimuna
C. Sumayya
D. Hafsha
E. Lubadah
F  Safiya
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawba ka intezar hai


 ❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

*Once Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam changed the name of a dughter of the Sahabi (Companion)* 

*Quiz 1 : Who was that Sahabi (Companion) among below ?*

A. Abu Bakr Radi Allahu Anhu
B. Umar Radi Allahu Anhu
C. Uthman Radi Allahu Anhu
D. Ali Radi Allahu Anhu
E. Talha Radi Allahu Anhu
F. Abu Sufyan Radi Allahu Anhu
G. None of the above
H. I want to know

*Quiz 2 : What was the name that was changed ?*

A. Mariya
B. Maimuna
C. Sumayya
D. Hafsha
E. Lubadah
F  Safiya
G. None of the above
H. I want to know

 ✅ *Sahi Jawab BG* 💐
------------
Ibn Umar Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Umar Radi Allahu Anhu ki ek beti thi jiska naam Aasiya (nafarman) tha to Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne uska naam badal kar Jamila rakh diya
Sunan Ibn Maja, Jild 3, 614-Sahih
------------
It was narrated from Ibn Umar Radi Allahu Anhu that a daughter of Umar Radi Allahu Anhu was Asiyah(disobedient) then the Messenger of Allah SallAllahu Alaihi Wasallam (changed her name and) named her Jamilah (beautiful).
Sunan Ibn Maja, Book 33, 3733-Sahih
------------
 ✅ *Answer BG* 💐
------------
It was narrated from Ibn Umar Radi Allahu Anhu that a daughter of Umar Radi Allahu Anhu was Asiyah(disobedient) then the Messenger of Allah SallAllahu Alaihi Wasallam (changed her name and) named her Jamilah (beautiful).
Sunan Ibn Maja, Book 33, 3733-Sahih
---

❗Only-Quran-Hadith Quiz 702❗

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz 702❗

*Jawab ek se ziyada hai*

*Sawal : Kaunse Nabee ko ye hukm diya gaya ki apne gharo ko qibla bana kar usmein namaz padho ?*

A. Yaqub Alaihi Salam
B. Musa Alaihi Salam
C. Ismaeel Alaihi Salam
D. Yunus Alaihi Salam
E. Ibrahim Alaihi Salam
F. Yusuf Alaihi Salam
G. Harun Alaihi Salam
H. Sahi Jawab ka intezar hai

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

*Quiz : To whom it was commanded that make your houses as Qibla (places for your worship) ?*

*Answers are more than one*

A. Yaqub Alaihi Salam
B. Musa Alaihi Salam
C. Ismaeel Alaihi Salam
D. Yunus Alaihi Salam
E. Ibrahim Alaihi Salam
F. Yusuf Alaihi Salam
G. Harun Alaihi Salam
H. I want to know

 ✍ *Sahi jawab BG* 🌺
----------------
Bismillahirrahmanirrhaim

*وَأَوْحَيْنَا إِلَىٰ مُوسَىٰ وَأَخِيهِ أَن تَبَوَّآ لِقَوْمِكُمَا بِمِصْرَ بُيُوتًا وَاجْعَلُوا بُيُوتَكُمْ قِبْلَةً وَأَقِيمُوا الصَّلَاةَ ۗ وَبَشِّرِ الْمُؤْمِنِينَ*
-------------
اور ہم نے موسیٰ اور اس کے بھائی (ہارون علیھ سلام) کی طرف وحی بھیجی کہ اپنے لوگوں کے لیے مصر میں گھر بناؤ اور اپنے گھروں کو قبلہ (یعنی مسجدیں) ٹھہراؤ اور نماز پڑھو۔ اور مومنوں کو خوشخبری سنادو
-------------
Aur humne Musa Alaihi salam aur unke bhai (Harun Alaihi Salam) ki taraf wahi bheji ki apne logon ke liye Misr mein ghar banao aur apne gharo ko Qibla ( Yani masjidein) thahrao aur namaz padho aur momeeno ko khushkhabri suna do
Surah Yunus (10), Aayat 87
-------------
Al Quran : And We revealed to Musa (Moses) and his brother (saying): "Provide dwellings for your people in Egypt, and make your House as Qibla (places for your worship) , and perform As-Salat (Iqamat-as-Salat ), and give glad tidings to the believers.
Surah Yunus (10), Aayat 8
--
 ✍ *Answer BG* 🌺
----------------
Bismillahirrahmanirrhaim

*وَأَوْحَيْنَا إِلَىٰ مُوسَىٰ وَأَخِيهِ أَن تَبَوَّآ لِقَوْمِكُمَا بِمِصْرَ بُيُوتًا وَاجْعَلُوا بُيُوتَكُمْ قِبْلَةً وَأَقِيمُوا الصَّلَاةَ ۗ وَبَشِّرِ الْمُؤْمِنِينَ*
-------------
Al Quran : And We revealed to Musa (Moses) and his brother (Harun): "Provide dwellings for your people in Egypt, and make your House as Qibla (places for your worship) , and perform As-Salat (Iqamat-as-Salat ), and give glad tidings to the believers."
Surah Yunus (10), Aayat 87

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 701❗

 ❗ Only-Quran-Hadith Quiz 701❗

*Sawal : Inmein se wo kaun khusnaseeb hai jisko Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne Namaz padhte waqt utha liya, Jab Sazde mein gaye to neeche rakh diya aur jab qayam ki liye khade huye to phir se utha liya ?*

A. Zainab Radi allahu anha
B. Fatima Radi Allahu Anha
C. Tayyab Radi Allahu anhu
D. Umamah Radi Allahu Anha
E. Qasim Radi Alahu Anhu
F. Umm Kulthum Radi Allahu Anha
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai
--
 ❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

*Quiz : To whom Prophet Sal-Allahu Alaihi wasallam carry while praying and  When he prostrated he put him / her down ?*

A. Zainab Radi allahu anha
B. Fatima Radi Allahu Anha
C. Tayyab Radi Allahu anhu
D. Umamah Radi Allahu Anha
E. Qasim Radi Alahu Anhu
F. Umm Kulthum Radi Allahu Anha
G. None of the above
H. I want to know

 ✅ *Sahi jawab D - Umamah bint zainab radi allahu anha* 💐
Ye Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ki nawasi thi 
-------
Abu Qatada Al-Ansari Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam  Umama bin zainab bint Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam (jo unki nawasi thi) ko (kabhi kabhi) namaz padhte waqt utha lete aur jab sazde mein jaate to utaar dete aur jab qayam farmate to phir se utha lete
Sahih Bukhari, Jild 1, 516
-------
Narrated Abu Qatada Al-Ansari Radi Allahu Anhu Allah's Messenger Sal-Allahu Alaihi wasallam  was praying and he was carrying Umama the daughters of Zainab, the daughter of Allah's Messenger Sal-Allahu Alaihi wasallam , When he prostrated, he put her down and when he stood, he carried her (on his neck).
Sahih Bukhari,  Book 9, 495
-----

 ✅ *Answer  D - Umamah bint zainab radi allahu anha* 💐
-------
Narrated Abu Qatada Al-Ansari Radi Allahu Anhu Allah's Messenger Sal-Allahu Alaihi wasallam  was praying and he was carrying Umama the daughters of Zainab, the daughter of Allah's Messenger Sal-Allahu Alaihi wasallam , When he prostrated, he put her down and when he stood, he carried her (on his neck).
Sahih Bukhari,  Book 9, 495
-------------------