Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, February 3, 2021

❗ Only-Quran-Hadith Quiz-1284 ❗

  ❗Only-Quran-Hadith Quiz-1284 ❗


*Jawab ek se zyada hai*


*Allah Subhanahu ne Quran mein farmaya - كُلَّ يَوْمٍ هُوَ فِي شَأْنٍ  - Kulla Yaumin Huwa fi Sha'an*


*Sawal : is aayat ke mutalliq Hadith mein Allah Subhanahu ki kaun kaun see Sha'an bayan farmayee gayee hai*


A. Logo ke Gunah bakhshna

B. Logon ki Museebat dur karna

C. Din aur raat ko tabdeel karna

D. KIsi ko bulandi ata farma dena 

E. Suraj aur chand ko chalana

F. Jaandaro ko Rizq ata farmana 

G. Logon ko zindagi aur maut dena

H. Rabbi Zidni ilma 

(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)


❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1284* ❗


*Answers are more than one*


*Allah Subhanahu Said in Quran - كُلَّ يَوْمٍ هُوَ فِي شَأْنٍ  - Kulla Yaumin Huwa fi Sha'an*


*Quiz : What kind of Sha'an has been mentioned in Hadith regarding this Verse ?*


A. Forgiving sins,

B.  Relieving distress,

C. Alternating the day and night

D. Raising some people

E. Moving the Sun and moon

F. Providing Rizq to every moving creature

G. Giving Life and death  to the people

H. Rabbi Zidni ilma 

(Oh Allah increase my knowledge)



*💐✅ Sahih Jawab : ABD💐✅*

-------

 كُلَّ يَوْمٍ هُوَ فِي شَأْنٍ  - Kulla Yaumin Huwa fi Sha'an* - Allah Subhanahu ki zaat har roz ek nayee shaan (yani kaam) mein hai (55:29) 

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne Allah Subhanahu ke is farman ke silsile mein bayan farmaya ki uski shaan mein se ye hai ki wo kisi ke Gunah bakhsh deta hai , kisi ki museebat ko dur kar deta hai, kisi Qaum ko buland kar deta hai aur kisi ko past ( neeche) kar deta hai

Sunan Ibn e Maja-202 - Hasan


*💐✅ Answer : ABD💐✅*

-------

 كُلَّ يَوْمٍ هُوَ فِي شَأْنٍ  - Kulla Yaumin Huwa fi Sha'an* -  "Every day He is (engaged) in some affair." (55:29) 

It was narrated from Abu Darda Radi Allahu Anhu that Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said concerning this Verse: His affairs include forgiving sins, relieving distress, raising some people and bringing others low.

Sunan Ibn e Maja  -202 - Hasan

1 comment: