❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1299* ❗
*Jawab ek se zyada hai*
*Sawal : Wo kya kya hain jo Qayamat ke din tak aapas mein jhagda karte rahte hain ?*
A. Sila Rahmi
B. Shifa
C. Dua
D. Taqdeer
E. Museebat
F. Beemari
G. Maut
H. Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma
❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1299* ❗
*Answers are more than one*
*Quiz : Who keep fighting untill Qayamah ?*
A. Keeping Good relation (Sila rahmi)
B. Treatment (Shifa)
C. Supplication (Dua)
D. Destiny
E. misfortune
F. Disease
G. Death
H. Oh Allah increase my knowledge
*💐✅ Sahi Jawab: CE💐✅*
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Ehtiyat karna Taqdeer ke muqable mein koi fayda nahi deta ( yani jo likha hota hai wo ho kar rahta hai) aur dua nazil shuda aur baad mein nazil hone wali tamam museebaton mein nafa dene wali cheez hai aur beshak museebat nazil hoti hai to uska dua ke sath wasta padta hai to wo dono museebat aur dua qayamat ke din tak ladte rehte hai ( Yani Dua us museebat ko uske upar aane se rokti hai jo us se bachne ki dua mangta hai)
Saheeh Al-Jaami 7739 - Hasan
*💐✅ Answer: CE💐✅*
------
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said: No precaution can protect against the decree of Allaah. Du’aa is beneficial with regard to what has been decreed and what has not been decreed. The du’aa’ meets the calamity that has been decreed and keep fighting with it, until the Day of Qayamah
Saheeh al-Jaami 7739 - Hasan
No comments:
Post a Comment