Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, February 1, 2021

❗Only-Quran-Hadith Quiz-1282 ❗

 ❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1282* ❗


*Sawal 1 : Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam jab koi achchi khabar sunte to kaunsa amal karte ya azkar padhte ?*


*Sawal 2 : Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam jab koi aisa kaam dekhte jo aap ko pasand na ho to  kaunsa amal karte ya azkar padhte ?*


A. Sajda karte

B. La Hawla Wa La Quwwata illa Billah kahte

C. Alhamdulillah Ya Rabbi kahte

D. Alhamdulillah Ala Kulli Haal kahte

E. Do rakata Namaz padhte

F. Ma sha Allah TabarakAllah kahte

G. Inmein se koi nahi

H. Rabbi Zidni ilma 

(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)


❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1282* ❗


*Quiz 1 : When Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam heard news that made him happy what he used to say or what he used to do ?*


*Quiz 2 : When Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam saw something he disliked he would say ?*


A. he would fall down prostrate

B. Saying La Hawla Wa La Quwwata illa Billah

C. Saying Alhamdulillah Ya Rabbi 

D. Saying  Alhamdulillah Ala Kulli Haal

E. Praying two rakah salah

F. Saying Ma sha Allah TabarakAllah

G. None of the above

H. Rabbi Zidni ilma 

(Oh Allah increase my knowledge)


*💐✅ Sahih Jawab: AD 💐✅*
-------
✦: Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ke Samne jab bhi koi aisa muaamla aata jis se aap khush hote ya wo koi achchi baat hoti to aap Allah Subhanahu ka shukr ada karne ke liye Sajde mein chale jaate

Sunan Ibn Maja :1394-Hasan

✦: Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam jab koi aisee cheez ya aisa kaam dekhte jo aap ko pasand na ho to farmate ✦ Al-Hamdu Lillah Ala Kulli Haal- Har haal mein Allah subhanahu ka shukr hai
Al-Silsila As Sahiha, 2887-Sahih


*💐✅ Answer : AD💐✅*

-------

✦: It was narrated from Abu Bakrah that when the Prophet (ﷺ) heard news that made him happy, or for which one should be happy, he would fall down prostrate in gratitude to Allah, the Blessed and Exalted.
Sunan Ibn Maja :1394-Hasan

✦: When RasoolAllah Sal-Allahu Alaihi Wasallam saw something he disliked,he would say: ✦ Al-Hamdu Lillah Ala Kulli Haal (Praise be to Allaah in all circumstances)

Al-Silsila As Sahiha, 2887-Sahih

No comments:

Post a Comment