❗*Only-Quran-Hadith
Quiz-1283* ❗
*Sawal 1 : Wo kaunsa azkar hai jiska sawab
Uhad pahad se bhi zyada hai ?*
*Sawal 2 : Wo kaunsa Azkar hai jo aadhe
meezan ke barabar hai ?*
A. Allahu-Akbar-Kabira WalhamduLillahi
kathira,Wa subhan-Allahi bukratan Wa Asila
B. SubhanAllahi Wa bihamdihi
C. La ilaha illAllah, wa Allahu Akbar, wa
La ḥawla wa La Quwwata illa Billah
D. La hawla Wa la Quwwata illa Billah
E. Alhamdulillahi katheera
F. SubhanAllah
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)
❗*Only-Quran-Hadith
Quiz-1283* ❗
Quiz1 : What is that azkar which is
greater than the mountain of Uhud in reward?
Quiz 2 : What is that azkar which is equal
to half scale (meezan) ?
A. Allahu-Akbar-Kabira WalhamduLillahi
kathira,Wa subhan-Allahi bukratan Wa Asila
B. SubhanAllahi Wa bihamdihi
C. La ilaha illAllah, wa Allahu Akbar, wa
La ḥawla wa La Quwwata illa Billah
D. La hawla Wa la Quwwata illa Billah
E. Alhamdulillahi katheera
F. SubhanAllah
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh Allah increase my knowledge)
*💐✅ Sahih Jawab : AF💐✅*
-------
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne
farmaya kya tum mein se koi rozana Uhad pahad ke barabar aamal karne ki taqat
rakhta hai ? Sahaba Radi Allahu Anhuma
ne aarz kiya Ya Rasool-Allah Sallallahu
Alaihi Wasallam rozana Uhad pahad ke barabar aamal karne ki taqat koun rakh
sakta hai, Aap Sallallahu Alaihi
Wasallam ne
farmaya tum mein se har ek Iss ki taqat
rakhta hai , arz kiya wo kaise Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya
SubhanAllah kahne ka sawab Uhad pahad se zyada
hai, Alhamdulillah ka sawab ka Uhad pahad
se zyada hai, laa illaha IllAllah ka sawab Uhad pahad se zyada hai Allahu Akbar
ka bhi sawab Uhad pahad se zyada hai
At-Tabarani, Majma` Az-Zwa'id 10/90 -Sahih
------
: قَالَ رَسُولُ
اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ : أَيَعْجِزُ أَحَدُكُمْ أَنْ يَعْمَلَ كُلَّ يَوْمٍ مِثْلَ
أُحُدٍ ؟ قَالُوا : يَا رَسُولَ اللَّهِ ، وَمَنْ يَسْتَطِيعُ أَنْ يَعْمَلَ ؟
قَالَ : كُلُّكُمْ يَسْتَطِيعُهُ قَالُوا : وَمَا ذَاكَ يَا رَسُولَ اللَّهِ ؟
قَالَ : سُبْحَانَ اللَّهِ أَعْظَمُ مِنْ
أُحُدٍ ، وَلَا إِلَهَ إِلَّا اللَّهُ أَعْظَمُ مِنْ أُحُدٍ ، وَالْحَمْدُ لِلَّهِ
أَعْظَمُ مِنْ أُحُدٍ ، وَاللَّهُ أَكْبَرُ أَعْظَمُ مِنْ أُحُدٍ
------
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne
farmaya Subhan'Allaah Aadhe (Nisf) Meezan ke barabar hai, Alhmadulillah ka
sawab tarazu ko bhar deta hai aur Allahu
Akbar Zameen aur Asman ke darmiyani hisse
ko bhar deta hai, roza aadha Sabr hai aur wuzu Aadha Imaan hai
Masnad Ahmed-5444 Sahih
*💐✅ Answer : AF💐✅*
-------
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam
Said that SubhanAllah is equal to Half Scale (Meezan) and and the rewards of
(saying) Alhamdulillah fill the meezan , and
(Saying) Allahu Akbar fills the gaps
between heaven and the earth, fasting is half patience and the ablution is half
faith
Masnad Ahmed-5444 Sahih
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam
said: "Can you perform the good deeds everyday which is equal to the
mountain of Uhud? They (the Companions) said: Ya
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam
said , who can perform these much deeds that is equal to the mountain of Uhud ?
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said
All of you can do so. They said: How can
we do it ? He said: "Saying Subhan Allah
is greater than Uhud, Saying Al Hamdullilah (Praise be to Allah) is
greater than Uhud,
Saying La Ilaha Illa Allah is greater than Uhud and Saying Allahu Akbar is greater than Uhud.
At-Tabarani, Majma` Az-Zwa'id 10/90 -Sahih
No comments:
Post a Comment