❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1290* ❗
*Jawab ek se zyada hai*
*Sawal : Jab kisi insan ka kisi jagah mein maut ka faisla ho jata hai (yani uske maut ka waqt qareeb aa jata hai) to uske baad kya hota hai ?*
A. Us jagah ko us insan ke liye mehboob bana diya jata hai
B. Us jagah ki taraf usko koi jarurat pesh aa jati hai
C. Us ke aur us jagah ke darmiyan ka faasla ek haath kar diya jata hai
D. Uski Qabr wale hisse mein ek taraf baag aur ek taraf aag bana di jati hai
E. Maut ka Farishta us insan ko waha pahucha deta hai
F. Agar momeen ho to waha Allah ki rahmat barasne lagti hai
G. Wo us jagah ki taraf hijrat kar jata hai
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)
❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1290* ❗
*Answer are more than one*
*Quiz : When the place of the death decided for anybody, what happens after that ?*
A. That place become lovable for that person
B. He gets some necessities towards that place
C. The distance between him and that place, become one hand
D. The one side become fire and other become garden on the palce where his grave will be
E. The Angel of the death took that person towords that place
F. If he is a believer than the Allah send his mercy on that place
G. He migrates towards that place
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh Allah increase my knowledge)
*💐✅ Sahi Jawab: AB💐✅*
-------
✦ : Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Jab kisi insan ke liye kisi ilaqe mein maut ka faisla kar liya jata hai (yani uske maut ka waqt qareeb aa jata hai) to us jagah ko us insan ki pasandeeda jagah bana di jati hai , aur usko uski taraf koi zarurat pesh aa jati hai
Musnad Ahmed-3024-Sahih
-------
قَالَ رَسُوْلُ اللّٰہِ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم : لَا یُقَدَّرُ لِأَحَدٍ یَمُوْتُ بِأَرْضِ إِلَّا حُبِّبَتْ إِلَیْہِ وَجُعِلَ لَہُ إِلَیْہَا حَاجَۃٌ۔
*💐✅ Answer : AB💐✅*
-------
✦ : Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam Said when the place of the death decided for anybody ( time of death comes near for anybody) that place become lovable for that person and he gets some necessities towards that place
Musnad Ahmed-3024-Sahih
No comments:
Post a Comment