❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1273*❗
*Sawal : Jab Allah subhanahu ne Saat aasmano ko banaya to us se pahle wo aasman kya tha ?*
A. Pani
B. Dukhan
C. Ret ka zarra
D. Jannat ka dhuaan
E. Samundar
F. Dozakh ka dhuuan
G. inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1273*❗
*Quiz: Before creating the seven heavens , what was that heaven ?*
A. Water
B. Dukhan
C. An Atom o sand
D. Smoke of paradise
E. Sea
F. Smoke of Hell
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh Allah increase my knowledge)
*π✅ Sahih Jawab : B π✅*
-----
Al Quran : Phir wo (Allah) aasman ki taraf mutwajja huye aur wo dukhan (uani dhuaan) tha to us ne us se aur zameen se farmaya ki dono khushi se aao ya na khushi se , unhone kaha ki hum khushi se aate hain, phir unhe do din mein saat aasman bana diya aur usne har ek aasman mein uske kaam ka hukm bheja aur hamne pahle aasman ko chirogon se zeenat di hai aur hifazat ke liye bhi ye zabardast har cheez ke janne wale ka andaza hai
Surah Fussilat 41: 11-12
*π✅Answer : B π✅*
-----
Al Quran : Then He directed Himself to the heaven while it was smoke (Dukhan) and said to it and to the earth, "Come [into being], willingly or by compulsion." They said, "We have come willingly.And He completed them as seven heavens within two days and inspired in each heaven its command. And We adorned the nearest heaven with lamps and as protection. That is the determination of the Exalted in Might, the Knowing.
Surah Fussilat 41: 11-12
No comments:
Post a Comment