❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1270*❗
*Jawab ek se zyada hai*
*Sawal : Rasool Allah Sallallahu Alahih wasallam Namaz ke baad kaun kaun seee cheezo se panah maangte they ?*
A. Maal se
B. Dozakh ke azab se
C. Qabr ke azab se
D. Zindagi aur maut ke fitne se
E. Duniya ke fitno se
F. Dajjal ke fitno se
G. Buzdili se
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)
❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1270*❗
*Answer are more than one*
*Quiz : From which things Rasool Allah Sallallahu Alaihi wasallam used to seek refuge after prayer?*
A. Wealth
B. Punishments of Hell
C. Punishments in the grave
D. Trials of the life and death
E. Afflictions of the world
F. Trials of the Dajjal
G. Cowardice
H. Rabbi Zidni ilma
✅ *Sahi Jawab CEG* 💐
--------
Saad Radi Allahu Anhu apne beton ko ye kalimat iss tarha seekhate they jis tarha ustad bachon ko sabaq yaad karwate wo farmate they ke Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam har Namaz ke baad inn kalmat ke saath Allah subhanahu ki panah manga karte they
*اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنَ الْجُبْنِ ، وَأَعُوذُ بِكَ أَنْ أُرَدَّ إِلَى أَرْذَلِ الْعُمُرِ ، وَأَعُوذُ بِكَ مِنْ فِتْنَةِ الدُّنْيَا ، وَأَعُوذُ بِكَ مِنْ عَذَابِ الْقَبْرِ*
Eh Allah main buzdili se teri panaha mangta hu, aur panaha chahata hu us se ke mujhe zalil tareen umar mein pauchaya jaye
aur main duniya ke fitnon aur Qabr ke azab se teri panah mein aata hu
Sahih Bhukari - 2822
✅ *Answer CEG* * 💐
--------
Narrated `Amr bin Maimun Al-Audi:
Sad used to teach his sons the following words as a teacher teaches his students the skill of writing and used to say that Allah's Messenger (ﷺ) used to seek Refuge with Allah from them (i.e. the evils) at the end of every prayer. The words are:
اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنَ الْجُبْنِ، وَأَعُوذُ بِكَ أَنْ أُرَدَّ إِلَى أَرْذَلِ الْعُمُرِ، وَأَعُوذُ بِكَ مِنْ فِتْنَةِ الدُّنْيَا، وَأَعُوذُ بِكَ مِنْ عَذَابِ الْقَبْرِ
'O Allah! I seek refuge with You from cowardice, and seek refuge with You from being brought back to a bad stage of old life and seek refuge with You from the Afflictions of the world, and seek refuge with You from the punishments in the grave.'
Sahih Bukhari-2822
No comments:
Post a Comment