❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1262* ❗
*Sawal : Nabiyo ke Waris kaun hote hain ?*
A. Sahaba
B. Parhezgar
C. Ahl e Quran
D. Ulmaa
E. Mujahid
F. Ahl e Iman
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)
❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1262* ❗
*Sawal : Nabiyo ke Waris kaun hote hain ?*
A. Sahaba
B. Parhezgar
C. Ahl e Quran
D. Ulmaa
E. Mujahid
F. Ahl e Iman
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)
❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1262* ❗
*Quiz : Who are the inheriters of the Prophets ?*
A. Sahaba
B. Pious
C. The People of Quran
D. Scholars
E. Those who fight in Allah's way
F. Believers
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh Allah increase my knowledge)
✅ *Sahi Jawab D* 💐
------------
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya ilm wale ko ibadat guzar per itni fazeelat hasil hai jaise chand ko sitaro per hai, beshak Ulma yani Ahl e ilm hi Nabiyon ke waris hain, unhone wirsa mein dirham aur dinaar nahi liye, bulki ilm wasul kiya, isliye jis shakhs ne ilm hasil kiya, usne Nabiyon ki Meeras se bharpur hissa le liya
Masnad Ahmed 246-Sahih
✅ *Answer D* 💐
------------
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam Said The superiority of the scholars over the worshipers is like the superiority of moon over the stars Indeed Scholars are the inheriters of the Prophets , they did not take dinar or diram in inheritence , but they got knowledge , so any person who got knowledge has got a lot of inheritence of the Prophets.
Masnad Ahmed 246-Sahih
No comments:
Post a Comment