❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1272*❗
Sawal 1 : Aap Sallallahu Alahih Wasallam ki kunnyat kya hai ?
A. Abu Zindan
B. Khairul Bashar
C. Abul Qasim
D. Abu Hashim
E. Abdul Mutallib
F. Hashmi
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)
Sawal 2 : Wo kaunse sahabi hain jinko wo kunniyat rakhne ki khas ejazat mili ?
A. Abu Bakr Radi allahu anhu
B. Umar Radi allahu anhu
C. Uthman Radi allahu anhu
D. Ali Radi allahu anhu
E. Abdullah bin Masood Radi allahu anhu
F. Owais Qarni Radi allahu anhu
G. inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1272*❗
*Quiz 1 : What is the kunnya of Prophet Muhammed Sallallahu Alahih Wasallam ?*
A. Abu Zindan
B. Khairul Bashar
C. Abul Qasim
D. Abu Hashim
E. Abdul Mutallib
F. Hashmi
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh Allah increase my knowledge)
*Quiz 2 : Which Sahabi has got the special permission to keep the same kunnya as Prophet Sallallahu Alahih Wasallam ?*
A. Abu Bakr Radi allahu anhu
B. Umar Radi allahu anhu
C. Uthman Radi allahu anhu
D. Ali Radi allahu anhu
E. Abdullah bin Masood Radi allahu anhu
F. Owais Qarni Radi allahu anhu
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh Allah increase my knowledge)
*π✅Sahih Jawab : CD π✅*
-----
Rasool Sallallahu Alaihi Wasallam Ek martaba Bazaar me they ke Ek Shaqsh ne pukara Ya Abal Qasim! Aap Sallallahu Alahihi Wasallam ne uski taraf dekha. (Kyunke aapki kuniyat Abul Qasim hi thi) uspar us Shakhs ne kaha ke maine toh usko bulaya tha. (Yani ek dusre shakhs ko jo Abul Qasim hi kuniyat rakhta tha) Aap Sallallahu Alahihi Wasallam ne farmaya ke tum log mere naam par naam rakha karo lekin meri Kuniyat tum apne liye na rakho
Sahih Bukhari 2120
Ali Radi Allahu Anhu ne farmaya Eh Allah ke Rasool Sallallahu Alaihi Wasallam Is Bare Mein Aapka Kya Khayaal Hai ke agar Aapke baad Mera beta ho to mein iska bhi Aap wala naam rakhu Aur Kuniyat bhi Aap wali hi rakhu? to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne Farmaya: Ji Theekh hai Rawi kahta hai : Yeh Nabi ki Taraf se Ali Radi Allahu Anhu ko khas Rukhsat Thi
Musnad Ahmed-4758
*π✅Answer : CD π✅*
-----
✦: Narrated Anas bin Malik Radi Allahu Anhu While the Rasool Sallallahu Alaihi Wasallam was in the market, somebody, called, "O Abul-Qasim." Rasool Sallallahu Alaihi Wasallam turned to him. The man said, "I have called to this (i.e. another man)." Rasool Sallallahu Alaihi Wasallam said, "Name yourselves by my name but not by my Kunya (name)." (In Arabic world it is the custom to call the man as the father of his eldest son, e.g. Abul-Qasim.)
Sahih Bukhari Book 34, Hadith 331
✦: Once Ali Radi Allahu Anhu Said Oh Rasool Sallallahu Alaihi Wasallam what you think , If I had a son after you and I keep his name same like you and also the kunya ? Rasool Sallallahu Alaihi Wasallam said , Ok You can, Narrater said that this was the special permisison to the Ali Radi Allahu Anhu from the Rasool Sallallahu Alaihi Wasallam
Musnad Ahmed-4758
No comments:
Post a Comment