Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, November 1, 2020

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1260 ❗

 

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1260* ❗


*Sawal : Wo kaun hai jiske sir ko Allah subhanahu aag mein dalega yani usko ulta aag mein latkaya jayega?*


A. Geebat karne wala

B. Do musalano ke beech ladayee karwane wala

C. Qata talluq karne wala

D. Jaanbujh kar namaz chorhne wala

E. Apne maal ki zakat nahi dene wala'

F. Haram mein bidat ejad karne wala

G. Inmein se koi nahi

H. Rabbi Zidni ilma 

(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)


❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1260* ❗


*Quiz : Whose head Allah Subhanahu will throw in hell fire means he will be in fire upside down ?*


A. Backbiter

B. The one who create Dispute between two muslims

C. The one who cut the relations

D. The one who miss prayer intentionally

E.  The one who doest not give charity

F. The one who innovate an innovationin haram

G. None of the above

H. Rabbi Zidni ilma 

(Oh Allah increase my knowledge)


*šŸ’✅ Sahih Jawaab : GšŸ’✅*

-----

✦ : RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam ne farmaya jis shakhsh ne Haram mein beri ka darakht kaata to Allah Subhanahu uske sir ko aag mein daalega (yani usko ulta aag mein latkaya jayega)

Al Silsila Sahiha-1574


✦ : Rasool-AllahuSal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya madina Haram hai falah jagah se falah jagah tak, is hadd mein na koi darakht kaata jaye na koi bidat ki jaye aur jisne bhi yahan bidat nikali us par Allah  taala aur tamam farishton aur insano ki laanat hai

Sahih Bukhari 1867


*šŸ’✅ Answer : GšŸ’✅*

-----

✦ : RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam said the one who cut the tree of berry in the Haram , Allah will burn his head in the hell fire ( it means he will be hanged in hell fire upside down )

Al Silsila Sahiha-1574

✦ : Rasool-AllahuSal-Allahu Alaihi Wasallamsaid, "Medina is a Haram (sanctuary) from that place to that. Its trees should not be cut and no heresy should be innovated nor any sin should be committed in it, and whoever innovates in it an heresy or commits sins (bad deeds), then he will incur the curse of ALLAH, the angels, and all the people." 

Sahih Bukhari,  91

No comments:

Post a Comment