Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, January 13, 2020

❗Only-Quran-Hadith Quiz 1060❗

❗Only-Quran-Hadith Quiz 1060❗

Ek baar Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ko sare din (days) dikhaye gaye usmein se ek din par kala nishan tha 

Sawal 1 : Wo kaunsa din tha jis par kala nishan tha ?

A. Sunday (Aitwar)
B. Monday (Peer)
C. Tuesday (Mangal)
D. Wednesday (Budh)
E. Thrusday (Jumerat)
F. Friday (juma)
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

Sawal 2 : Wo kala nishan kya tha ?

A. Dajjal
B. Yajuj Majuj
C. Qayamat
D. Dozakh
E. Qabr ka azab
F. Pool Sirat
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai


❗Only-Quran-Hadith Quiz 1060❗

Once  Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam was shown all days (of the week) , he saw there was a black spot on a day

Quiz 1 : Whats is the name of that day having black spot  over it ?

A. Sunday 
B. Monday 
C. Tuesday
D. Wednesday
E. Thrusday 
F. Friday 
G. None of the above
H. I want to know

Sawal 2 : Whats was that Bloack Spot ?

A. Dajjal
B. Yajuj Majuj
C. Qayamat
D. Dozakh
E. Qabr ka azab
F. Pool Sirat
G. None of the above
H. I want to know

Sahi Jawab FC
------
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya mujh par dino ko ( unki surton main) pesh kiya gaya, unmein juma ka din bhi tha wo safed sheeshe ki tarah tha aur uske  beach main kala nuqta tha,  maine kaha ye kya hai ? mujhe kaha gaya ke ye Qayamat hai 

Al-Silsila Sahiha-2624

Answer FC
------
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said I was shown all days (of the week) and there was a friday which was shining like a white mirror and there was a black spot in the center of it,  I asked what is it , I was said that its a Qayamah
Al-Silsila Sahiha-2624

No comments:

Post a Comment